Hasrat Bhari Najar Se by Saumil song Lyrics and video

Artist:Saumil
Album: Single
Music:Saumil, Shyamal Munshi
Lyricist:Harsh Brahmbhatt
Label:Wonder Waves Entertainment Pvt. Ltd.
Genre:Ghazal
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Hasrat Bhari Najar Se lyrics, the song is sung by Saumil from Aabshaar (2015). Hasrat Bhari Najar Se Ghazal soundtrack was composed by Saumil, Shyamal Munshi with lyrics written by Harsh Brahmbhatt.
Hasrat bhari najar se
Woh dekhta hain mujhko
Hasrat bhari najar se
Woh dekhta hain mujhko
Kuchh bolta nahin hai
Kuchh bolta nahin hai
Bas sochta hai mujhko
Hasrat bhari najar se
Woh dekhta hain mujhko
Kuchh bolta nahin hai
Bas sochta hai mujhko
Hasrat bhari najar se
Woh dekhta hain mujhko
Rakhta hain dil mein mujhko
Palkon mein bandh karke
Rakhta hain dil mein mujhko
Palkon mein bandh karke
Khwabon mein apne harsab
Woh kholta hain mujhko
Khwabon mein apne harsab
Woh kholta hain mujhko
Kuchh bolta nahin hai
Bas sochta hai mujhko
Hasrat bhari najar se
Woh dekhta hain mujhko
Meri khabar se mujhko
Rakhta hai baakhabar mujhko
Meri khabar se mujhko
Rakhta hai baakhabar mujhko
Mujhse jyada shayad
Woh jaanta hai mujhko
Mujhse jyada shayad
Woh jaanta hai mujhko
Kuchh bolta nahin hai
Bas sochta hai mujhko
Hasrat bhari najar se
Woh dekhta hain mujhko
atozlyric.com
Ab tak kisi ne aisa
Chaha nahi kisi ko
Ab tak kisi ne aisa
Chaha nahi kisi ko
Jaisa ki apne dilse
Woh chahta hain mujhko
Jaisa ki apne dilse
Woh chahta hain mujhko
Kuchh bolta nahin hai
Bas sochta hain mujhko
Hasrat bhari najar se
Woh dekhta hain mujhko
Ab mere vaaste woh
Ik aaina hai jaise
Ab mere vaaste woh
Ik aaina hai jaise
Woh is kadar sarapa
Pehchanta hain mujhko
Woh is kadar sarapa
Pehchanta hain mujhko
Kuchh bolta nahin hai
Bas sochta hain mujhko
Hasrat bhari najar se
Woh dekhta hain mujhko..
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Hasrat Bhari Najar Se lyrics in Hindi by Saumil, music by Saumil, Shyamal Munshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.