Paayaliyaa Baawri Baaje by Lata Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Naushad Ali |
Lyricist: | Khumar Barabankvi |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Paayaliyaa Baawri Baaje lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Saaz Aur Awaz (1966). Paayaliyaa Baawri Baaje Playful soundtrack was composed by Naushad Ali with lyrics written by Khumar Barabankvi. Aaa aaa aaa ho o ho o Aa aa aa aa aa aa aa aa Na phoolon ki duniyaa Na taaron ki duniyaa Ye hai bas khayaal-e-bahaaron ki duniyaa Na phoolon ki duniyaa, Na taaron ki duniyaa Ye hai bas khayaal-e-bahaaron ki duniyaa Yahaan mast nazren Yahaan mast nazren Bahakne ko tarsen Bahakne ko tarsen Umangon bhare dil Dhadakne ko tarsen Dhadakne ko tarsen Ye hai pyaar ke besahaaron ki duniya Yahaan gham hai laakhon, Masarrat nahin hai Tadapne ki lekin ijaazat nahin hai Aaa aaa aaa aa aa aa Ye hai ishq ke beqaraaron ki duniyaa Na phoolon ki duniyaa Na taaron ki duniyaa Ye hai bas khayaal-e-bahaaron ki duniyaa Aaa aaa aaa aaa aaa aaa Aa aa aa aa Paayaliyaa baawri baaje Paayaliyaa baawri baaje Paayaliyaa mori jhanan jhanan Jhan jhanan baaje Paayaliyaa baawri baaje Aaa aaa aaa aaa aaa aaa Aaa aaa aaa aaa aaa aaa Aaj sakhi more pee ghar aaye, Aaa aaa aaa aaa aaa aaa aa Aaj sakhi more pee ghar aaye Dekh-dekh chhab jiyaraa jaaye Baar baar moraa man lahraaye Paayaliyaa baawri baaje Paayaliyaa mori Jhanan jhanan jhan jhananan baaje Paayaaliyaa mori atozlyric.com Saat suron ke deep jalaa ke, Aaa aaa aaa aaa aaa aaa aa aa aa Saat suron ke deep jalaa ke Prem been ki dhun par gaake Aaj naachoon main piyaa ko paa ke Paayaliyaa baawri baaje Paayaliyaa mori Jhanan jhanan jhan jhanana baaje Jhanan jhanan baaje Paayaaliyaa mori Aaa aaa aa aaa aaa aaa Aaa aaa aaa. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Paayaliyaa Baawri Baaje lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Naushad Ali. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.