Jis Dware Par by Lata Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Salil Chowdhury |
Lyricist: | Anand Bakshi |
Label: | Saregama |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Jis Dware Par lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Jeevan Jyoti (1976). The music of Jis Dware Par Happy track is composed by Salil Chowdhury while the lyrics are penned by Anand Bakshi. Aa ha ha aa ha ha Aa ha ha aa ha ha Aa ha ha aa ha ha Aa ha ha aa ha ha Jis dware par ghar ki bahu Rangoli sajati hai Us dware ghar ke ander lakshmi aati hai Jis dware par ghar ki bahu Rangoli sajati hai Us dware ghar ke ander lakshmi aati hai Dhan mile sukh mile Dhan mile sukh mile Piya ke prem se gori ka man khile Aa ha ha aa ha ha Aa ha ha aa ha ha Jis aangan mein ghar ki bahu Tulsi lagati hai Us aangan ki mati Sundar phul khilati hai Jis dware par ghar ki bahu Rangoli sajati hai Us dware ghar ke Ander lakshmi aati hai Subha shyam ghan shyam Subha shyam ghan shyam Mori gaiya bihare yaad tero naam Aa ha ha aa ha ha Aa ha ha aa ha ha Jis gaiya ghar ki bahu yu tilak lagati hai Wo gaiya ghar ki maa ban kar Dud pilati hai Jis dware par ghar ki bahu Rangoli sajati hai Us dware ghar ke Ander lakshmi aati hai atozlyric.com Din rain waha chain Din rain waha chain Jaha tumpe rahe Parbhu sab ke nain Aa ha ha aa ha ha Aa ha ha aa ha ha Jis mandir mein ghar ki bahu Yeh jyot jalati hai Us mandir mein jiwan Jyoti jag magati hai Jis dware par ghar ki bahu Rangoli sajati hai Us dware ghar ke Ander lakshmi aati hai Aa ha ha aa ha ha Aa ha ha aa ha ha Aa ha ha aa ha ha. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Jis Dware Par lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Salil Chowdhury. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.