Andhe Ne Bhi Sapna Dekha by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Sachin Dev Burman |
Lyricist: | Majrooh Sultanpuri |
Label: | Saregama |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Andhe Ne Bhi Sapna Dekha lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Sujata (1960). The music of Andhe Ne Bhi Sapna Dekha Happy track is composed by Sachin Dev Burman while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri. Oh ho andhe neb Hi sapna dekha Ha ha hahahaha Kya hai zamaana Ah ha ha ha Andhe ne bhi sapna dekha Kya hai zamaana Gunga bhi ab gaane baitha Pyaar ka gaana Sujhe sur na taal Waah bhai waah Waah bhai waah Waah bhai waah Waah bhai waah Ulfat ki balaayen Dekho kya dikhaayen Lo inke bhi lageen Chaahat ki hawaayen Ulfat ki balaayen Dekho kya dikhaayen Lo inke bhi lageen Chaahat ki hawaayein Ho gayaa aaj to Preet ka waah pyaare Andhe ne bhi sapna dekha Kya hai zamaana Gunga bhi ab gaane baitha Pyaar ka gaana ha ha ha Sujhe sur na taal Waah bhai waah Waah bhai waah Waah bhai waah Waah bhai waah Raaton ko jagoge Arre tum to bekhudi mein Par ham ko jaagna hogaa Khaali dosti mein Raaton ko jagoge Tum to bekhudi mein Par ham ko jaagna hogaa Khaali dosti mein Kuchh hamaara nahin Intezaam waah pyaare Andhe ne bhi sapna dekha Kya hai zamaana Gunga bhi ab gaane baitha Pyaar ka gaana ha ha Sujhe sur na taal Waah bhai waah Waah bhai waah Waah bhai waah Waah bhai waah atozlyric.com Achcha khair jaao Aankhein na dikhaao Wo dil ki raani kaun hai Hamse bhi bataao Le paate nahin Uskaa naam waah pyaare Andhe neb hi sapna dekha Kya hai zamaana Gunga bhi ab gaane baitha Pyaar ka gaana ha ha Sujhe sur na taal Waah bhai waah Waah bhai waah Waah bhai waah Waah bhai waah. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Andhe Ne Bhi Sapna Dekha lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Sachin Dev Burman. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.