Waqt E Naazuk Me Bhi by Anil Sharma song Lyrics and video
Artist: | Anil Sharma |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Anil Sharma |
Lyricist: | Anil Sharma |
Label: | Jmd Tele Films |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Waqt E Naazuk Me Bhi lyrics, the song is sung by Anil Sharma from Imtihaan (2006). Waqt E Naazuk Me Bhi Ghazal soundtrack was composed by Anil Sharma with lyrics written by Anil Sharma. Waqt e naazuk me bhi Apno ka sahaara na mila Waqt e naazuk me bhi Apno ka sahaara na mila Ek bhatke huye maajhi ko Kinaara na mila Waqt e naazuk me bhi Apno ka sahaara na mila Raahein ulfat mein jo Bichhda thaa hum safar apna Raahein ulfat mein jo Bichhda thaa hum safar apna Raahein ulfat mein jo Bichhda thaa hum safar apna Laakh dhundha hai Usse phir woh dobaara na mila Laakh dhundha hai Usse phir woh dobaara na mila Ek bhatke huye maajhi ko Kinaara na mila Waqt e naazuk Umra bhar kaandho pe Jo zindagi ko dhote rahe Umra bhar kaandho pe Jo zindagi ko dhote rahe Umra bhar kaandho pe Jo zindagi ko dhote rahe Unki miyyat ko bhi Kandho ka sahara na mila Unki miyyat ko bhi Kandho ka sahara na mila Ek bhatke huye maajhi ko Kinaara na mila Waqt e naazuk Hum sitaaron se Teri maang sajate hardum Hum sitaaron se Teri maang sajate hardum Hum sitaaron se Teri maang sajate hardum Kyaa karein teri Nigaahon ka ishara na mila Kyaa karein teri Nigaahon ka ishara na mila Ek bhatke huye maajhi ko Kinaara na mila Waqt e naazuk atozlyric.com Roj dekhenge tujhe Aasmaan ki jaanib se Roj dekhenge tujhe Aasmaan ki jaanib se Roj dekhenge tujhe Aasmaan ki jaanib se Zinda reh kar to Kabhi tera nazara na mila Zinda reh kar to Kabhi tera nazara na mila Ek bhatke huye maajhi ko Kinaara na mila Waqt e naazuk me bhi Apno ka sahaara na mila. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Waqt E Naazuk Me Bhi lyrics in Hindi by Anil Sharma, music by Anil Sharma. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.