Aaya Rangila Sawan by Asha Bhosle song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Hemant Bhosle |
Lyricist: | Yogesh Gaud |
Label: | Saregama |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Aaya Rangila Sawan lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Barrister (1982). Aaya Rangila Sawan Romantic soundtrack was composed by Hemant Bhosle with lyrics written by Yogesh Gaud. Aaya rangila sawan Chhaya rangila sawan Mera sohe badan Aaye na chain pyasa hain nain Aaja saajan aa oo.. atozlyric.com Aaya rangila sawan Chhaya rangila sawan Mera sohe badan Aaye na chain pyasa hain nain Aaja saajan aa oo.. Aaya rangila sawan Ye saanse bikhare leherate badal Pehani hain rutne bundo ki payal Ye saanse bikhare leherate badal Pehani hain rutne bundo ki payal Madhosh dil ke ye dekho machalte Armana aaj paagal Gaane lagi hain aaj dhadkan O mera sulage badan Aaye na chain pyasa hain nain Aaja saajan aa oo.. Aaya rangila sawan Lagata hain teri galiyo se hoke Baheti pawan ke aaye hain jooke Lagata hain teri galiyo se hoke Baheti pawan ke aaye hain jooke Kisi ghadi hain kyaa bekhudi hain Baithi hun tere hi sapane sanjoke Maheka hain mann ka aangan Maheka hain mann ka aangan O mera hian sulage badan Aaye na chain pyasa hain nain Aaja saajan aa oo.. Aaya rangila sawan. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aaya Rangila Sawan lyrics in Hindi by Asha Bhosle, music by Hemant Bhosle. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.