Is Dil Ka Bangla Khali Hai by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) song Lyrics and video

Artist:Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Album: Single
Music:Krishna Dayal
Lyricist:Gafil Harnalvi
Label:Columbia Records
Genre:Playful
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Is Dil Ka Bangla Khali Hai lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) from Baawra (1950). Is Dil Ka Bangla Khali Hai Playful soundtrack was composed by Krishna Dayal with lyrics written by Gafil Harnalvi.
Is dil ka bangla khali hai
Is dil ka bangla khali hai
Our iska kiraya koi nahi
Chaudah baras se babuji
Is bangle mein aaya koi nahi
Haye bangle mein aaya koi nahi
Is dil ka bangla khali hai
atozlyric.com
Aye gori is bangle ke
Hum datte hai saudai
Lekin bebas hai sajni
Aaj kal hai mahangai
Pagdi dena mushkil hai
Pagdi dena mushkil hai
Ho iska kiraya koi nahi
Chaudah baras se babuji
Is bangle me aaya koi nahi
Haye bangle me aaya koi nahi
Is dil ka bangla khali hai
Pagdi se hi izzat hai babu
Topi englishtan gaye
Pagdi ke saude mein topi ki
Sari jan gaye
Pagdi walo ke bangle par
Pagdi walo ke bangle par
Ab tak chaya koi nahi
Chaudah baras se babuji
Is bangle mein aaya koi nahi
Haye bangle mein aaya koi nahi
Is dil ka bangla khali hai
Aise bangle se gori
Apni kholi achi hai
Dhanwano ke jhurmuth se ye
Apni toli achi hai
Paiso ka bhagwan hai paisa
Paiso ka bhagwan hai paisa
Apna paraya koi nahi
Chaudah baras se babuji
Is bangle mein aaya koi nahi
Haye bangle mein aaya koi nahi
Is dil ka bangla khali hai
Apni kholi mujhe bulale
Babu bangla chodungi
Dhanwano se preet tod kar
Deewalo se jodungi
Aao hum tum mil jaye
Aao hum tum mil jaye
Bas babu bakaya koi nahi
Chaudah baras se babuji
Is bangle mein aaya koi nahi
Haye bangle mein aaya koi nahi
Is dil ka bangla khali hai.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Is Dil Ka Bangla Khali Hai lyrics in Hindi by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), music by Krishna Dayal. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.