Apna Hain Raaj by Alka Yagnik, Shabbir Kumar song Lyrics and video
Artist: | Alka Yagnik, Shabbir Kumar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Bappi Lahiri |
Lyricist: | Anand Bakshi |
Label: | Saregama |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Apna Hain Raaj lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Shabbir Kumar from Farishtay (1991). The music of Apna Hain Raaj Happy track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Anand Bakshi. Apna hai raz phir kahe ka raja Raja ka hamne baja diya baja Apna hai raz phir kahe ka raja Raja ka hamne baja diya baja Raja ko mil gaya aaj maharaja Raja ka hamne baja diya baja Apna hai raz phir kahe ka raja Raja ka hamne baja diya baja atozlyric.com Cham cham nach uthe Hoon bandhan tut gaye Tut gayi sari zanjeer Hum bhi chut gaye Cham cham nach uthe Hoon bandhan tut gaye Tut gayi sari zanjeer Hum bhi chut gaye Sar pe pada jab janta ka danda Raja ka gussa ho gaya thanda Sar pe pada jab janta ka danda Raja ka gussa ho gaya thanda Tuta mahal rah gaya darwaja Raja ka hamne baja diya baja Raja ko mil gaya aaj maharaja Raja ka hamne baja diya baja Apna hai raz phir kahe ka raja Raja ka hamne baja diya baja Humne bahut ki teri gulami Barso di hamne tujhko salami Humne bahut ki teri gulami Barso di hamne tujhko salami Wo din gaye ab tu bhi chala ja Raja ka hamne baja diya baja Raja ko mil gaya aaj maharaja Raja ka hamne baja diya baja Apna hai raz phir kahe ka raja Raja ka hamne baja diya baja Denge tujhe hum sare duaye Tu leke aaya thandi hawaye Denge tujhe hum sare duaye Tu leke aaya thandi hawaye Banke tu badal basti pe chha ja Raja ka hamne baja diya baja Pahle watan uske bad sab hain Kaisi gulami sab azad hain Pahle watan uske bad sab hain Kaisi gulami sab azad hain Logo suno ye khabar ek taja Raja ka hamne baja diya baja Raja ko mil gaya aaj maharaja Raja ka hamne baja diya baja Apna hai raz phir kahe ka raja Raja ka hamne baja diya baja. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Apna Hain Raaj lyrics in Hindi by Alka Yagnik, Shabbir Kumar, music by Bappi Lahiri. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.