Barakhaa Ki Raat Aai Manawa by Pankaj Mullick song Lyrics and video

Artist:Pankaj Mullick
Album: Single
Music:Pankaj Mullick
Lyricist:
Label:Saregama
Genre:Playful
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Barakhaa Ki Raat Aai Manawa lyrics, the song is sung by Pankaj Mullick from Adhikar (1938). Barakhaa Ki Raat Aai Manawa Playful soundtrack was composed by Pankaj Mullick with lyrics written by .
Barakhaa ki raat aai manawa
Kar le man kaa baat
Garajat sakat kaa badaravaa
Duhkh ki padat phuhaar
Manavaa kar le man kaa baat
Kaari rainaa naagin achakaae
Jiyaaraa dekh daraae
Meghaa garaje jiyaaraa laraje
Kholo man kaa dwaar
Manavaa kar le man laa baat
Nainan se nainaa muskaaye
Chhaaye jagat ujiyaaraa
Man mein jhar jhar amrit barase
Jaisa saavan ki phuhaar
Manawa kar le man kaa baat
atozlyric.com
Aao barakhaa rut mein bole
Byaakul man ke bain
Chhod jagat ki ulti riti
Jootha hai sasaar
Manavaa kar le ma kaa baat.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Barakhaa Ki Raat Aai Manawa lyrics in Hindi by Pankaj Mullick, music by Pankaj Mullick. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.