Intezare Sabba Raha Barson by Pankaj Udhas song Lyrics and video
Artist: | Pankaj Udhas |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Pankaj Udhas |
Lyricist: | Farooq Qaiser |
Label: | Tips Music |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Intezare Sabba Raha Barson lyrics, the song is sung by Pankaj Udhas from Kabhi Aansoo Kabhi Khusboo Kabhi Naghma (2005). Intezare Sabba Raha Barson Ghazal soundtrack was composed by Pankaj Udhas with lyrics written by Farooq Qaiser. Intezare sabba raha barson Intezare sabba raha barson Ek daricha khula raha barson Intezare sabba Ek din uska pyaar barsa tha Ek din uska pyaar barsa tha Aur main bheegta raha barson Aur main bheegta raha barson Ek daricha khula raha barson Intezare sabba Unki ankhon ke jaam yaad rahe Unki ankhon ke jaam yaad rahe Bin peeye bhi nasha raha barson Bin peeye bhi nasha raha barson Ek daricha khula raha barson Intezare sabba atozlyric.com Tab kahin jaa ke ek ghazal likhi Tab kahin jaa ke ek ghazal likhi Main tujhe sochta raha barson Main tujhe sochta raha barson Ek daricha khula raha barson Intezare sabba Fasle kam na ho sake qaisar Fasle kam na ho sake qaisar Aamna samna raha barson Aamna samna raha barson Ek daricha khula raha barson Intezare sabba. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Intezare Sabba Raha Barson lyrics in Hindi by Pankaj Udhas, music by Pankaj Udhas. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.