Manmohan Murali Teri by Lata Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | S. N. Tripathi |
Lyricist: | Vyas |
Label: | Saregama |
Genre: | Sensual |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Manmohan Murali Teri lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Piya Milan Ki Aas (1961). The music of Manmohan Murali Teri Sensual track is composed by S. N. Tripathi while the lyrics are penned by Bharat Vyas. Manmohan murali teri bairan ban gayi haye Baje to radha bawri na baje to man akulaye Suno ek din ki baat thi wo poonam ki raat Suno ek din ki baat thi wo poonam ki raat Radha baithi thi jamuna ke teer Badi man me adhir bhare naino mein neer Nahi aaye salone sawre Akulane lage naina ha bawre Tabhi boli sakhi dekh bholi sakhi Tere murli wale sham aa gaye Tere man ke mohan sham aa gaye Tere sapno ke ghan sham aa gaye To radha boli radha boli radha boli atozlyric.com Radha boli radha boli bade ji tum aaye ho Jaise hamko tumhare bin chain nahi Apni murli me ras bhar laye ho Jaise hamko tumhare bin chain nahi Radha boli radha boli bade ji tum aaye ho Jaise hamko tumhare bin chain nahi Radha boli Uthe tan man me peed kya tumhare liye Uthe hirday ka dhir kya tumhare liye Lage virah ka teer kya tumhare liye Mera dukhda bada dukhda mitane aaye ho Jaise hamko tumhare bin chain nahi Apni murli mein ras bhar laye ho Jaise hamko tumhare bin chain nahi Radha boli radha boli bade ji tum aaye ho Jaise hamko tumhare bin chain nahi Radha boli Koi karta human to aji tumko kya Koi karta human to aji tumko kya Jaye virahan ki aan to aji tumko kya Koi kho dale pran to aji tumko kya Koi de dale jan to aji tumko kya Jab khud ko jab khud ko padi tab aaye ho Jaise hamko tumhare bin chain nahi Apni murli me ras bhar laye ho Jaise hamko tumhare bin chain nahi Radha boli radha boli bade ji tum aaye ho Jaise hamko tumhare bin chain nahi Radha boli. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Manmohan Murali Teri lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by S. N. Tripathi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.