Yahi To Hai Sansar Hamara by Amit Kumar, Asha Bhosle, Jayshree Shivram song Lyrics and video
Artist: | Amit Kumar, Asha Bhosle, Jayshree Shivram |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Rahul Dev Burman |
Lyricist: | Indeevar (Shyamalal Babu Rai) |
Label: | T-Series |
Genre: | Masti |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Yahi To Hai Sansar Hamara lyrics, the song is sung by Amit Kumar, Asha Bhosle, Jayshree Shivram from Dost (1989). Yahi To Hai Sansar Hamara Masti soundtrack was composed by Rahul Dev Burman with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai). Chhota sa pariwar hamara Yahi to hai sansar hamara Kami koi mahsus na hogi Kami koi mahsus na hogi Saath hai tere pyar hamara Chhota sa pariwar hamara Yahi to hai sansar hamara Sita tu muskati rahna Sukh achal mein simat ayenge Saath suhagan nahi to kya hain Saath suhagan nahi to kya hain God bharayi hum gayenge Chhota sa pariwar hamara Yahi to hai sansar hamara Gaj raja tera bhai bada Raksha ko tere pas khada Gaj raja tera bhai bada Raksha ko tere pas khada Is tote ka kya kahna Jaise mith boli bahna Hanumanta hai sewak Sanjiwni bhi lade jo Hanumanta hai sewak Sanjiwni bhi lade jo Pahli pahli ye najuk bela Sambhalegi tujhe ban mata Pahli pahli ye najuk bela Sambhalegi tujhe ban mata Apnapan adar hamdardi Mamta bhara guljar hamara Chota sa pariwar hamara Yahi to hai sansar hamara Ram mile to phir kyu sita Karne lagi mayke ki chinta Pyar jo do se teen bana hain Pyar jo do se teen bana hain Jeevan aba rangin bana hain Chota sa pariwar hamara Yahi to hai sansar hamara Hathi ki bhi hain pathshala Khelo mein sabak sikha dala Hathi ki bhi hain pathshala Khelo mein sabak sikha dala Jhil aur jharne gate hain Sher bhi hath milate hain atozlyric.com Sadiyo tak rahe pyar amar Bandhi ayodhya se badkar Sadiyo tak rahe pyar amar Bandhi ayodhya se badkar Ho rajkumar hain ankho ka tara Suraj jaisa deep hamara Mat pita bhagwan hamare Banta har ik prani pyara Chhota sa pariwar hamara Yahi to hain sansar hamara Chota sa pariwar hamara Yahi to hain sansar hamara Kami koi mahsus na hogi Kami koi mahsus na hogi Saath hai tere pariwar hamara Chota sa pariwar hamara Yahi to hain sansar hamara Chhota sa pariwar hamara Yahi to hain sansar hamara. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Yahi To Hai Sansar Hamara lyrics in Hindi by Amit Kumar, Asha Bhosle, Jayshree Shivram, music by Rahul Dev Burman. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.