Janeman Hans Lo Zara by Kishore Kumar song Lyrics and video
Artist: | Kishore Kumar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Chitragupta Shrivastava |
Lyricist: | Majrooh Sultanpuri |
Label: | Saregama |
Genre: | Masti |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Janeman Hans Lo Zara lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Ganga Ki Lahren (1964). Janeman Hans Lo Zara Masti soundtrack was composed by Chitragupta Shrivastava with lyrics written by Majrooh Sultanpuri. Janeman janeman Janeman hans lo zara Fikar ki kya baat hai Hasne wala gum kare kyu Gum ki kya aukat hai Janeman hans lo zara Fikar ki kya baat hai Hasne wala gum kare kyu Gum ki kya aukat hai Janeman hans lo zara Gum mein hona padega tujhe tanha Ya to rona padega tujhe tanha Gum mein hona padega tujhe tanha Ya to rona padega tujhe tanha Or pyare tu hai khush to Fir ye dunia bhi sath hai Janeman hans lo zara Fikar ki kya baat hai Hasne wala gum kare kyu Gum ki kya aukat hai Janeman has lo jara Chalte jao magar raho haste Deep roshan hua hai yahi kahke Chalte jao magar raho haste Deep roshan hua hai yahi kahke Tu hai jinda tere sar pe Jindgani ka hath hai Janeman hans lo zara Fikar ki kya baat hai Hasne wala gum kare kyu Gum ki kya aukat hai Janeman hans lo zara atozlyric.com Tum jo chaho najara abhi badle Chand abhi badle sitara abhi badle Tum jo chaho najara abhi badle Chand abhi badle sitara abhi badle Pahle hasdo fir ye dekho Kaisi matwali raat hai Janeman hans lo zara Fikar ki kya baat hai Hasne wala gum kare kyu Gum ki kya aukat hai Janeman hans lo zara. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Janeman Hans Lo Zara lyrics in Hindi by Kishore Kumar, music by Chitragupta Shrivastava. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.