Jaaun Main Kahaan Daata by Lata Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Sardul Singh Kwatra |
Lyricist: | Hasrat Jaipuri |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Jaaun Main Kahaan Daata lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Pilpili Saheb (1954). Jaaun Main Kahaan Daata Sad soundtrack was composed by Sardul Singh Kwatra with lyrics written by Hasrat Jaipuri. Jaaun main kahaan daata Jaaun main kahaan Teraa dekh liyaa ye jahaan Jaaun main kahaan haay Jaaun main kahaan Gham ke andhere hain Dukhdon ka saath hai Chanda banaane waale Din mera raat hai Kisko sunaaun jaa ke Kisko sunaaun jaa ke Dil kaa bayaan Jaaun main kahaan Teraa dekh liyaa ye jahaan Jaaun main kahaan haay Jaaun main kahaan Maanaa buri hun Par hoon to tumhaari Kehti hai tumse ab to Duniyaa hamaari Duniyaa hamaari Bigdi banaa do meri Bigdi banaa do meri Aa ke yahaan Jaaun main kahaan haay Jaaun main kahaan atozlyric.com Tere jahaan mein maalik Kaantey hi kaantey hain Aansu diye hain mujhko Phool tune baantey hain Phool tune baantey hain Dil ki sadaayen sun le Dil ki sadaayen sun le Main hoon bezubaan Jaaun main kahaan Tera dekh liyaa ye jahaan Jaaun main kahaan Daata jaaun main kahaan. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Jaaun Main Kahaan Daata lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Sardul Singh Kwatra. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.