Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani by Bhupinder Singh song Lyrics and video
Artist: | Bhupinder Singh |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Abid Shah |
Lyricist: | Abid Shah, Malik Anwar |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani lyrics, the song is sung by Bhupinder Singh from Sultan-E-Deccan: Banda Nawaz (1982). Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani Sad soundtrack was composed by Abid Shah with lyrics written by Abid Shah, Malik Anwar. Teri yaad hi ab sahara bani hai Teri yaad hi ab sahara bani hai Ke jeene ka ab yeh bahana bani hai Koi in yaado ko chhun na paaye Darpan mein yaadon ke tu hi nazar aaye Ke yaade meri zindagani bani hai Ke yaade meri zindagani bani hai Teri yaad hi ab sahara bani hai Saza tha na gulshan fizaa aa gayi hain Bana tha na aashiyaan ke bijali giri re Saza tha na gulshan fizaa aa gayi hain Bana tha na aashiyaan ke bijali giri re Main jaaun kahaan main jaaun kahaan ke Mera koi nahin hai Judaai teri ab qayamat bani hai Judaai teri ab qayamat bani hai Teri yaad hi ab sahara bani hai Zamane ne hum ko juda kar diya re Kaisa neerala gham hum ko diya re Zamane ne hum ko juda kar diya re Kaisa neerala gham hum ko diya re Na jeene diya Na jeene diya ne na humko marne diya re Jawaani meri ek kahaani bani hai Jawaani meri ek kahaani bani hai Teri yaad hi ab sahara bani hai atozlyric.com Andheron mein aakar main kyun gir gaya re Chahat ka badla yeh kaisa mila re Andheron mein aakar main kyun gir gaya re Chahat ka badla yeh kaisa mila re Hain manzil kahaan Hain manzil kahaan yeh mujhekoi bataa de Ke saathi koi ab jahaan mein nahin hain Ke saathi koi ab jahaan mein nahin hain Teri yaad hi ab sahara bani hai Ke jeene ka ab yeh bahana bani hai Koi in yaado ko chhun na paaye Darpan mein yaadon ke tu hi nazar aaye Ke yaade meri zindagani bani hai Ke yaade meri zindagani bani hai Teri yaad hi ab sahara bani hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani lyrics in Hindi by Bhupinder Singh, music by Abid Shah. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.