Jana Jana Jaldi Kya Hai by Asha Bhosle song Lyrics and video

Artist:Asha Bhosle
Album: Single
Music:Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyricist:Kaifi Azmi
Label:Shemaroo
Genre:Mujra
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Jana Jana Jaldi Kya Hai lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Deedar-E-Yaar (1982). Jana Jana Jaldi Kya Hai Mujra soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Kaifi Azmi.
Jana jana jaldi kya hai
Rat mahak to jane do
Jana jana jaldi kya hai
Raat mahak to jane do
Thahro thahro dil to thahre
Hosh me mujhko aane do
Jana jana jaldi kya hai
Jana jana jaldi kya hai
Rat mahak to jane do
Thahro thahro dil to thahre
Hosh mein mujhko aane do
Jana jana jaldi kya hai
Dore kitne gulabi hai
In kali kali aankho ke
Dore kitne gulabi hai
In kali kali aankho ke
Hum janam ke pyase aashik hai
Do matwali aankho ke
Pike inhi paymano se
Madhosh hame ho jane do
Thahro thahro dil to thahre
Hosh mein mujhko aane do
Jana jana jaldi kya hai
Rat mahak to jane do
Thahro thahro dil to thahre
Hosh me mujhko aane do
Jana jana jaldi kya hai
atozlyric.com
Jis dil mein aap samaye hai
Us dil mein hame rushwai kaha
Jis dil mein aap samaye hai
Us dil mein hame rushwai kaha
Kya jane uda le jaye hame
Aapki ek angdayi kaha
Hum aapki baaho mein
Baaho mein hame bal khane do
Thahro thahro dil to thahre
Hosh mein mujhko aane do
Jana jana jaldi kya hai
In mast nigaho ki masti
Dil par chai jati hai
In mast nigaho ki masti
Dil par chhai jati hai
Arma jage hai aise
Nind si aayi jati hai
Is pathar jaise sine par
Sar rakh kar mujhe so jane do
Thahro thahro dil to thahre
Hosh mein mujhko aane do
Jana jana jaldi kya hai
Jana jana jaldi kya hai
Jana jana jaldi kya hai
Raat mahak to jane do
Thahro thahro dil to thahre
Hosh mein mujhko aane do
Jana jana jaldi kya hai.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Jana Jana Jaldi Kya Hai lyrics in Hindi by Asha Bhosle, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.