Usne Meri Wafaka by Vijay Malla song Lyrics and video
Artist: | Vijay Malla |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Siraj Agazi |
Lyricist: | Sabir Jalalabadi |
Label: | Universal Music, Decca Label |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Usne Meri Wafaka lyrics, the song is sung by Vijay Malla from Justaju: Search (2005). The music of Usne Meri Wafaka Ghazal track is composed by Siraj Agazi while the lyrics are penned by Sabir Jalalabadi. Usne meri wafaka achha sila diya Usne meri wafaka achha sila diya Aansu samaj ke aankh se mujhko gira diya Usne meri wafaka achha sila diya Apna jise banaya wohi nikala ajnabi Apna jise banaya wohi nikala ajnabi Ilzaam bewafai ka mujh par laga diya Ilzaam bewafai ka mujh par laga diya Aansu samaj ke aankh se mujhko gira diya Usne meri wafaka achha sila diya Manzil kahan se milati humen raahe ishq mein Manzil kahan se milati humen raahe ishq mein Humen raahe ishq mein Raste ke har chiraag ko usne buja diya Raste ke har chiraag ko usne buja diya Aansu samaj ke aankh se mujhko gira diya Usne meri wafaka achha sila diya Usne hamare khat ko jalaya aur uske baad Usne hamare khat ko jalaya aur uske baad Has haske khaak khat ko hawa mein udd diya Has haske khaak khat ko hawa mein udd diya Aansu samaj ke aankh se mujhko gira diya Usne meri wafaka achha sila diya atozlyric.com Sabir na mil saki mujhe manzil ye pyaar mein Sabir na mil saki mujhe manzil ye pyaar mein Manzil ye pyaar mein Usne mujhe nigaah se apni gira diya Usne mujhe nigaah se apni gira diya Aansu samaj ke aankh se mujhko gira diya Usne meri wafaka achha sila diya. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Usne Meri Wafaka lyrics in Hindi by Vijay Malla, music by Siraj Agazi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.