Ek Dharti Hai by Meena Kapoor song Lyrics and video
Artist: | Meena Kapoor |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Avinash Vyas |
Lyricist: | Nilkanth Tiwari |
Label: | Saregama |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Ek Dharti Hai lyrics, the song is sung by Meena Kapoor from Adhikar (1954). Ek Dharti Hai Happy soundtrack was composed by Avinash Vyas with lyrics written by Nilkanth Tiwari. Ek dharati hai ek hai gagan Ek man mera ek hai lagan o sajan Jitane ambar me hai taare Jitane ambar me hai taare Saajan mere sang jitane nyaare Aa aa mere naino me Utane khile sapan o sajan Ek dharati hai ek hai gagan Ek man mera ek hai lagan o sajan atozlyric.com O o chandaa tori mai hun chakori Janam janam kaa nata O o chandaa tori mai hun chakori Janam janam kaa nata Pyaar hamara roz gagan me Taaro ke dip jalata Aa aa in taaro me Chamake man ki agan o sajan Ek dharati hai ek hai gagan Ek man mera ek hai lagan o sajan Chaahe tute jivan bina Chaahe tute taar piya Chaahe tute jivan bina Chaahe tute taar piya Lekin kabhi na tute man ki Madhur madhur jhanakaar piya O o piya chhute na apna Ye bandhan o sajan Ek dharati hai ek hai gagan Ek man mera ek hai lagan o sajan Ek dharati hai ek hai gagan. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ek Dharti Hai lyrics in Hindi by Meena Kapoor, music by Avinash Vyas. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.