Shikayat Kya Karoon by Lata Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ghulam Mohammad |
Lyricist: | Shakeel Badayuni |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Shikayat Kya Karoon lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Kundan (1955). Shikayat Kya Karoon Sad soundtrack was composed by Ghulam Mohammad with lyrics written by Shakeel Badayuni. Shikaayat kya karoon Dono taraf gham kaa fasaana hai Mere aage mohabbat hai Tere aage zamaana hai Shikaayat kya karoon Dono taraf gham kaa fasaana hai atozlyric.com Pukara hai tujhe manzil ne Lekin main kahaan jaaun Pukara hai tujhe manzil ne Lekin main kahaan jaaun Bichhad kar teri duniya se Kahaan mera thikana hai Shikaayat kya karoon Dono taraf gham ka fasaana hai Mubaarak ho tujhe jaan e wafaa Majbooyaan teri Mubaarak ho tujhe jaan e wafaa Majbooriyan teri Mujhe to zindagi bhar pyaar ka Wada nibhaana hai Shikayat kya karoon Dono taraf gham ka fasaana hai Mere aage mohaabat hai Tere aage zamaana hai Shikayat kya karoon Dono taraf gham ka fasaana hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Shikayat Kya Karoon lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Ghulam Mohammad. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.