Yeh Choodiyan Nahin by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Rahul Dev Burman |
Lyricist: | Anand Bakshi |
Label: | Saregama |
Genre: | Philosophical |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
YEH CHOODIYAN NAHIN LYRICS: The song is sung by Mohammed Rafi from Hindi film Balika Badhu (1976) , directed by Tarun Majumdar. The film stars Sachin, Rajni Sharma, Asrani and A. K. Hangal in the lead role. The music of "Yeh Choodiyan Nahin" song is composed by Rahul Dev Burman , while the lyrics are penned by Anand Bakshi . Apni mao bahno ki Rahne de kalai nangi Apni mao bahno ki Rahne de kalai nangi Tod de chudi wale Ye chudiya satrangi Ye mal videshi leke Is desh mein aaye firangi Tod de chudi wale Ye chudiya satrangi Ye mal videshi leke Is desh mein aaye firangi Barso ki gulami ki bediya hai Yeh choodiyan nahin Hathkadiya hai Yeh choodiyan nahin Hathkadiya hai Are bhej ke khel khilone Kya ye sarkar karegi In paiso se fasi ke Fande tyar karegi Are bhej ke khel khilone Kya ye sarkar karegi In paiso se fasi ke Fande tyar karegi Jab bichhad rahe hai bete Kya ma singar karegi Jab bichhad rahe hai bete Kya ma singar karegi Ye kurbani ki ghadiya hai Yeh choodiyan nahin Hathkadiya hai Yeh choodiyan nahin Hathkadiya hai Ye saman hai pyara Ya apni laaz hai pyari Dusman ka sath na dena Mat katna ye gaddari Ye saman hai pyara Ya apni laaz hai pyari Dusman ka sath na dena Mat katna ye gaddari Ghar se bahar galiyo mein Tu fek de chize sari Tu fek de chize sari Sun aye bharat ki nari Sun aye bharat ki nari Tu fek de chize sari In sabko aag lagado In sabko aag lagado Har dil me josh jaga do Vande matram vande matram Vande matram vande matram Vande matram vande matram… Bhej ke khel khilone Kya ye sarkar karegi In paiso se fasi ke Fande taiyar karegi Jab bichhad rahe hai bete Kya ma singar karegi Kya ma singar karegi Kya ma singar karegi. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Yeh Choodiyan Nahin lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Rahul Dev Burman. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.