Sare Mehfil Jo Jala by Mohammed Rafi, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) song Lyrics and video

Artist:Mohammed Rafi, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Album: Single
Music:Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Lyricist:Majrooh Sultanpuri
Label:Saregama
Genre:Classical
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Sare Mehfil Jo Jala lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) from Shama Parwana (1954). The music of Sare Mehfil Jo Jala Classical track is composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.
Sare mehfil jo jala parwaana
Sare mehfil jo jala parwaana
Kar gaya naam-e-wafa parwaana
Kar gaya naam-e-wafa parwaana
Waah waah waah…
Shamma se sikhein wafa parwaana
Shamma se sikhein wafa parwaana
Yeh jali hai toh jala parwaana
Yeh jali hai toh jala parwaana
Waah waah waah waah bahot khub maashaah allaah
Marake bhi reh na saka shamma se dur
Marake bhi reh na saka shamma se dur
Khaak ban banake uda parwaana
Khaak ban banake uda parwaana
Waah waah waah… kya baat hai
Raat bhar shamma khadi jalati rahi
Raat bhar shamma khadi jalati rahi
Iss tarah jal na saka parwaana
Iss tarah jal na saka parwaana
Waah waah waah waah bahot khub
Jaan de di wahin, kuchh der na ki
Jaan de di wahin, kuchh der na ki
Shamma se pehale jala parwaana
Shamma se pehale jala parwaana
Shamma ki aag mein jalane aaya
Shamma ki aag mein jalane aaya
Khud ka kyun khaak huwa parwaana
Khud ka kyun khaak huwa parwaana
Khud ka kyun khaak huwa parwaana
Waah waah waah waah bahot khub maashaah allaah
atozlyric.com
Apani lau mein toh sabhi jalate hain
Apani lau mein toh sabhi jalate hain
Shamma ki lau mein jala parwaana
Shamma ki lau mein jala parwaana
Shamma ki lau mein jala parwaana
Kar gaya naam-e-wafa parwaan
Waah waah waah…. kya khub.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Sare Mehfil Jo Jala lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya), music by Bhagatram Batish, Husnlal Batish. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.