Aaj Kuch Aur Hi by Salma Agha song Lyrics and video

Artist:Salma Agha
Album: Single
Music:Bappi Lahiri
Lyricist:Amit Khanna
Label:PAN Music
Genre:Dance
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Aaj Kuch Aur Hi lyrics, the song is sung by Salma Agha from Sheeshay Ka Ghar (1984). The music of Aaj Kuch Aur Hi Dance track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Amit Khanna.
Zindagi ho gayi kitni hasi
Aarzu ab koi dil mein nahi
Jo bhi manga wo maine paya
Aaj kuch aur hi maza aaya
Aaj kuch aur hi maza aaya
atozlyric.com
Zindagi ho gayi kitni hasi
Aarzu ab koi dil mein nahi
Jo bhi manga wo maine paya
Aaj kuch aur hi maza aaya
Aaj kuch aur hi maza aaya
Maza aaya
Dekhte dekhte main hui kya se kya
Motiyo mein tuli meri har ek ada
Maine apne har jalwe ka
Uncha mol chukaya
Ab yaha koi bhi mujhsa nahi
Main dharu pauv to dhanke jami
Nagme bikhere mera saya
Aaj kuch aur hi maja aaya
Aaj kuch aur hi maja aaya
Maja aaya
Jo tassvur mila usko tasvir di
Apne har khwab ko
Maine tabir di
Jo bhi mere dil ne socha
Karke bhi dikhlaya
Kyu na main chum lu apni jabi
Aa gaya ab mujhe apna yaki
Maine kismat ka sar jhukaya
Aaj kuch aur hi maza aaya
Aaj kuch aur hi maza aaya
Zindagi ho gayi kitni hasi
Aarzu ab koi dil mein nahi
Jo bhi manga maine paya
Aaj kuch aur hi maja aaya
Aaj kuch aur hi maja aaya
Aaj kuch aur hi maja aaya
Aaj kuch aur hi maja aaya.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Aaj Kuch Aur Hi lyrics in Hindi by Salma Agha, music by Bappi Lahiri. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.