Ek Din Bhi Aisa Nahin by Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu song Lyrics and video
Artist: | Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Babul Bose |
Lyricist: | Nawab Arzoo |
Label: | Tips Music |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Ek Din Bhi Aisa Nahin lyrics, the song is sung by Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu from 7 Days (1995). Ek Din Bhi Aisa Nahin Romantic soundtrack was composed by Babul Bose with lyrics written by Nawab Arzoo. Ek din bhi aisa nahin katata Jis din mein teri yaad na ho Ek din bhi aisa nahin katata Jis din mein teri yaad na ho Ek pal bhi aisa nahin katata Jis pal mein teri yaad na ho Jis pal mein teri yaad na ho Ek pal bhi aisa nahin katata Jis pal mein teri yaad na ho Dil hai mera jaise ek aayina Jis mein tumhari hi surat hai Dil hai mera jaise ek aayina Jis mein tumhari hi surat hai Mann ke mandir mein sajan Bas teri hi murat hai Tu dhadkano ki jarurat hai Tu na ho to jaha aabad na ho Ek pal bhi aisa nahin katata Jis pal mein teri yaad na ho atozlyric.com Lamba hai ye ulfat ka safar Har manzil se gujarna hai Lamba hai ye ulfat ka safar Har manzil se gujarna hai Tu saath hai mere hamdam Teri baaho mein hi marna hai Jina been tere kaisa jina Jis mein teri fariyaad na ho Ek pal bhi aisa nahin katata Jis pal mein teri yaad na ho Jis pal mein teri yaad na ho Ek pal bhi aisa nahin katata Jis pal mein teri yaad na ho Ek pal bhi aisa nahin katata Jis pal mein teri yaad na ho. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ek Din Bhi Aisa Nahin lyrics in Hindi by Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu, music by Babul Bose. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.