Chadhti Jawani Meri by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Rahul Dev Burman |
Lyricist: | Majrooh Sultanpuri |
Label: | Saregama |
Genre: | Dance |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Chadhti Jawani Meri lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi from Caravan (1971). The music of Chadhti Jawani Meri Dance track is composed by Rahul Dev Burman while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri. Hoye chadhatee javanee meree chal mastanee Tune kadar naa janee rama haye rama Chadhatee javanee meree chal mastanee Tune kadar naa janee rama haye rama Hoye chadhatee javanee meree chal mastanee Tune kadar naa janee rama haye rama, haye rama, haye rama atozlyric.com Uljhe kahe rey mai hu surat me tujhse badhke kahee Thehree too hai jawan toh mai bhee sajila kuchh kam nahee Uljhe kahe rey mai hu surat me tujhse badhke kahee Thehree too hai jawan toh mai bhee sajila kuchh kam nahee Haye duneeya huyee rey mere pyar me deewanee, lakho kee mai diljanee rama Chadhtee javanee meree chal mastanee Tune kadar naa janee rama haye rama Woh kaun aisee hai jiska, hai rup aisa jadu bhara Laye mai bhee toh dekhu, too jiskee dhun me hai bawara Woh kaun aisee hai jiska, hai rup aisa jadu bhara Laye mai bhee toh dekhu, too jiskee dhun me hai bawara Hoye uske kadam chume teree javanee, woh hai saher kee rani rama Chadhtee javanee meree chal mastanee Tune kadar naa janee rama haye rama, hoye rama, haye rama Abb toh tohe batana hoga rey kaisee chhab hai meree Oh ho maine kaha kab dikhne me too hai aisee buree Abb toh tohe batana hoga rey kaisee chhab hai meree Oh ho maine kaha kab dikhne me too hai aisee buree Haye dekhe jo mohe tere pyar kee woh rani Ho jaye saram se panee rama Hoye chadhtee javanee meree chal mastanee Tune kadar naa janee rama ho rama, ho rama, ho rama. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Chadhti Jawani Meri lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, music by Rahul Dev Burman. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.