Aankhein Jiski Mandir Masjid by Alka Yagnik, Kumar Sanu, Sapna Mukherjee, Udit Narayan song Lyrics and video
Artist: | Alka Yagnik, Kumar Sanu, Sapna Mukherjee, Udit Narayan |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Aadesh Shrivastava |
Lyricist: | Muqtida Hasan Nida Fazli |
Label: | Tips Music |
Genre: | Patriotic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Aankhein Jiski Mandir Masjid lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu, Sapna Mukherjee, Udit Narayan from Bhai Bhai (1997). The music of Aankhein Jiski Mandir Masjid Patriotic track is composed by Aadesh Shrivastava while the lyrics are penned by Muqtida Hasan Nida Fazli. Sar hai himalya jiska Sar hai himalya jiska Dil ganga ki dhara hai Wo desh tumhra hai Wo desh hamara hai Aankhein jiski mandir masjid Dil gurudwara hai Aankhe jiski mandir masjid Dil gurudwara hai Wo desh tumhra hai Wo desh hamara hai Aankhe jiski mandir masjid Dil gurudwara hai Aankhein jiski mandir masjid Dil gurudwara hai Wo desh tumhra hai Wo desh hamara hai Nafrat ki aag se ab ye desh mat jalao Gaddar andhiyo se is desh ko bachao Jo banti hai hamko diwar vo girao Khwaja ke dhar se utho Kashi ke dar se uthkar aao Ramayan ki katha hai iski Maryada ka darpan Isha ki suli hai iski Manavta ka dharshan Noore mohammed se hai roshan Inke ghar aangan Utho hamari dharti ne Utho hamari dharti ne Fir hame pukara hai Wo desh tumhra hai Wo desh hamara hai Aankhein jiski mandir masjid Dil gurudwara hai Aankhein jiski mandir masjid Dil gurudwara hai Wo desh tumhra hai Wo desh hamara hai atozlyric.com Hatho mein hath thamo Fir dil se dil milao Bharat pukarta hai Apne kadam badao Takrao jalimo se Apna vachan nibao Fir raam ban ke aao Ravan ka sar jhukao Roop hai iska tajmahal sa Sach hai gautam jaisa Dil se dil ka rishta iska Pawan sangam jaisa Khushi hai iski diwani si gham hai Moharam jaisa Jaha ahinsha se hinsha ka Jaha ahinsha se hinsha ka Sahas hara hai Wo desh tumhra hai Wo desh hamara hai Wo desh hamara hai Wo desh hamara hai Wo desh hamara hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aankhein Jiski Mandir Masjid lyrics in Hindi by Alka Yagnik, Kumar Sanu, Sapna Mukherjee, Udit Narayan, music by Aadesh Shrivastava. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.