Jaane Tu Kahaan (Title) by Shaveei song Lyrics and video
Artist: | Shaveei |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Manpal Singh |
Lyricist: | Shaveei |
Label: | Punjabi Onair |
Genre: | Rock |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Jaane Tu Kahaan (Title) lyrics, the song is sung by Shaveei from Jaane Tu Kahaan (2016). Jaane Tu Kahaan (Title) Rock soundtrack was composed by Manpal Singh with lyrics written by Shaveei. Khoob tha tumko pata Tum meri aadat ho Beech raste mein chora kyu Meri mohabbat ko Khoob tha tumko pata Tum meri aadat ho Beech raste mein chora kyu Meri mohabbat ko Ab kaza si saza lage Kya meri thi khata Dil hai firta dar badar Ab tu hi ye bata Janne tu kahaan tu kahan Adhura main yahaan Janne tu kahaan tu kahan Adhura main yahaan Jaane tu kahaan.. Tumko yaad hain Wo batein wo saari sogaatein Tanha bin tere Ab kaali kaali si raatein Bin tere dil mein mere Ab koi bhi nahi Rooh mein saanson mein Dil ki dhadkan mein Tu hi hai kahi atozlyric.com Tujhse rangat hai judi Tujhse hi samaa Janne tu kahaan tu kahan Adhura main yahaan Janne tu kahaan tu kahan Adhura main yahaan Jaane tu kahaan.. Tumko chaaha hai itna Rabb tumhe maana Dil ke har safe pe Tera hi afsaana Tumko chaaha hai itna Rabb tumhe maana Dil ke har safe pe Tera hi afsaana Jis taraf bhi dekhta hun Dilkhti tu hi tu Nazrein dhunde raaston pe Tere hi nishaan Janne tu kahaan tu kahan Adhura main yahaan Janne tu kahaan tu kahan Adhura main yahaan Janne tu kahaan tu kahan Adhura main yahaan Janne tu kahaan tu kahan Adhura main yahaan Jaane tu kahaan.. Janne tu kahaan tu kahan Adhura main yahaan Jaane tu kahaan.. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Jaane Tu Kahaan (Title) lyrics in Hindi by Shaveei, music by Manpal Singh. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.