Nazar Nawaz Nazaron Mein by Mahendra Kapoor song Lyrics and video
Artist: | Mahendra Kapoor |
---|---|
Album: | Single |
Music: | C. Arjun |
Lyricist: | Jan Nisar Akhtar |
Label: | Saregama |
Genre: | Love |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Nazar Nawaz Nazaron Mein lyrics, the song is sung by Mahendra Kapoor from Sushila (1963). Nazar Nawaz Nazaron Mein Love soundtrack was composed by C. Arjun with lyrics written by Jan Nisar Akhtar. Nazar nawaz nazaron mein Kho gaya hu main Inhi hasin baharo mein Kho gaya hu main Nazar nawaz nazaron mein Kho gaya hu main atozlyric.com Har ek phool mahekta huwa Sharara hai Har ek jarra chamakta huwa Sitaara hai Inhi zamin pe sitaro mein Kho gaya hu main Nazar nawaz nazaron mein Kho gaya hu main Kabhi hawa mein lagi Aur bhi laga di hai Kabhi ghata ne tadap kar Mujhe sada di hai Kabhi nadi ki pukaro mein Kho gaya hu main Nazar nawaz nazaron mein Kho gaya hu main Har ek cheez mein ae husn Tujh ko dhunda hai Tujh hi ko pyaar kiya Tujh hi ko pooja hai Teri hi raah gujaro mein Kho gaya hu mein Nazar nawaz nazaron mein Kho gaya hu main. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Nazar Nawaz Nazaron Mein lyrics in Hindi by Mahendra Kapoor, music by C. Arjun. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.