Gaal Gulabi by Krishna Kalle, Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Krishna Kalle, Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Shyamji Ghanshyamji |
Lyricist: | Kulwant Jani |
Label: | Saregama |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Gaal Gulabi lyrics, the song is sung by Krishna Kalle, Mohammed Rafi from Gaal Gulabi Nain Sharabi (1974). The music of Gaal Gulabi Happy track is composed by Shyamji Ghanshyamji while the lyrics are penned by Kulwant Jani. Gaal gulabi nain sharabi Chaal nasili umar sababi Kahe mager dil vale Ho tere nakhare garam masala Ho tere nakhare garam masala Chaudi chhati lamba kad hai Aur bahadur ki to had hai Par niyat ki kala Ho tere nakhare garam masala Ho tere nakhare garam masala Are ja ja Kamala bimala cutan chamali Tum jaisi kitni albeli Mere bartan saf kare Are ja aire gaire nathu gaire Tum jaise kitne kare mere jute saf kare Achha are wah Sunto juto ki sogatar Bhag ja varna padegi sar par Dekha tujhko rang kala Ang matiyala suit patiyala Ho tere nakhare garam masala Ho tere nakhare garam masala Chaudi chhati lamba kad hai Aur bahadur ki to had hai Par niyat ki kala Ho tere nakhare garam masala Ho tere nakhare garam masala atozlyric.com Ho oo aa ha ha aa Jal gaya dil kyu chhail bhawar ka Bin gate ke raj kuwar ka Haar gaya ek naar se tu Naar samjh kar chhod diya hai Ja ja tujhko maaf kiya Bol zara ab pyar se tu Are chhodo aisi chheti jao Aur kahi yeh bin bajao Banta hai rakh wala Are matwala dil wala Ho tere nakhare garam masala Ho tere nakhare garam masala Gaal gulabi nain sharabi Chaal nasili umar sababi Kahe mager dil wale Ho tere nakhare garam masala Ho tere nakhare garam masala Chaudi chhati lamba kad hai Aur bahadur ki to had hai Par niyat ki kala Ho tere nakhare garam masala Ho tere nakhare garam masala. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Gaal Gulabi lyrics in Hindi by Krishna Kalle, Mohammed Rafi, music by Shyamji Ghanshyamji. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.