Pyar Se Dil Bhar De by Asha Bhosle, Mohammed Rafi song Lyrics and video

Artist:Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Album: Single
Music:Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Lyricist:Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Label:Saregama
Genre:Romantic
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Pyar Se Dil Bhar De lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Kab? Kyoon? Aur Kahan? (1970). Pyar Se Dil Bhar De Romantic soundtrack was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).
Pyar se dil bhar de nahi nahi
Hum pe karam kar de kabhi nahi
Pyar se dil bhar de
Hum pe karam kar de kabhi nahi
Varna hum mar jayenge jalim
Tera naam le le haye allah
Chhod meri rahe nahi nahi
Chhod meri bahe kabhi nahi
Pyar tujhe mange na milega
Jan bhale le le allah allah
Pyar se dil bhar de nahi nahi
Hum pe karam kar de kabhi nahi
Lo mil gayi laharo se lahare
Mile hai badal badal se
Mile hai badal badal se
Ho koi dil bandha hua hai
Kisi na kisi se anchal se
Tu bhi meri kismat likh de
Apne pyar ke kajal se
Chhod meri rahe nahi nahi
Chhod meri bahe kabhi nahi
Pyar tujhe mange na milega
Jan bhale le le allah allah
Pyar se dil bhar de nahi nahi
Hum pe karam kar de kabhi nahi
atozlyric.com
Pyar samma ne diya kisi ko
Sari sari raat jali
Sari sari raat jali
Pyar kali ne diya kisi ko
Sare chaman mein baat chali
Sare chaman mein baat chali
Maine tujhko jara chaha
Rusva ho gayi gali gali
Pyar se dil bhar de hoon hoon
Hum pe karam kar de kabhi nahi
Varna hum mar jayenge jalim
Tera naam le le haye allah
Chhod meri rahe nahi nahi
Chhod meri bahe kabhi nahi
Dhup ka suraj mere samane
Kyu hai mera din kala
Kyu hai mera din kala
Main hoon pyase ka pyasa
Pas hai amrit pyala
Pas hai amrit pyala
Allah main kaise chhudau palah
Pada hai pagal se pala
Pyar se dil bhar de nahi nahi
Hum pe karam kar de kabhi nahi
Varna hum mar jayenge jalim
Tera naam le le haye allah.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Pyar Se Dil Bhar De lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Mohammed Rafi, music by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.