Chin Se Aaya Chini Baba by Lakshmi Shankar, Sunder song Lyrics and video
Artist: | Lakshmi Shankar, Sunder |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Madan Mohan Kohli |
Lyricist: | Rajendra Krishan |
Label: | Saregama |
Genre: | Kids |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Chin Se Aaya Chini Baba lyrics, the song is sung by Lakshmi Shankar, Sunder from Mastana (1954). Chin Se Aaya Chini Baba Kids soundtrack was composed by Madan Mohan Kohli with lyrics written by Rajendra Krishan. Chin se aaya chini baba Leke jaadu chin ka Dekho dekho dekho bachho Chin tamasha mai ka Dekho mere paas hai jaadu ki pitaari Jaadu ki pitaari ye hai chin ki dulhari Naam hai jiska pichhu mama joku hama Naam hai jiska pichhu mama joku hama Pariyon ki hain yeh sehzaadi Bholi bhaali seedhi saadi Saath hai iske bade khazane Aati hai toh neeche daane Chini baba humein dikhao Humein dikhao humein dikhao Na na na mat haath lagao Seedhi sadak se aayi hain ye Ye chin ki sehzaadi are Jisko haath lagane wala Karega us se shaadi Chin se aaya chini baba Leke jaadu chin ka Dekho dekho dekho bachho Chin tamasha mai ka atozlyric.com Shaadi ko hai main taiyyar Na na na bachcha hoshiyaar Shaadi ko hai main taiyyar Na na na bachcha hoshiyaar Karga jo bhi jaadugar ka Shehzaadi ke sangat Pehle kaale bhoot se Usko ladni hogi jung Kaala bhoot o ee maa Kaala bhoot jaldi Kaala bhoot jaldi Bada bhayanak kaala bhoot Shola hatho wala bhoot Jhamke karunga uske saath Baara haath todke rakh dunga main Kaale bhoooot aa jaa aa jaa aa jaa O kaale bhoor aa jaa o kaale bhoor aa jaa Aa jaa..aa jaa..aa jaa..aa jaa…aa jaa..aa jaa.. Dekho baba mera haath Bhoot ka ho gaya ram ram Jaao ab toh laut jaao Main taiyyar hoon iske baad. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Chin Se Aaya Chini Baba lyrics in Hindi by Lakshmi Shankar, Sunder, music by Madan Mohan Kohli. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.