Aaj Yeh Aanchal Munh Kyun Chhupaye by Mahendra Kapoor, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) song Lyrics and video
Artist: | Mahendra Kapoor, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Datta Naik |
Lyricist: | Anjaan |
Label: | Saregama |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Aaj Yeh Aanchal Munh Kyun Chhupaye lyrics, the song is sung by Mahendra Kapoor, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Holiday In Bombay (1963). The music of Aaj Yeh Aanchal Munh Kyun Chhupaye Romantic track is composed by Datta Naik while the lyrics are penned by Anjaan. Aaj yeh aanchal munh kyun chhupaye Aankh ka kajal kyun sharmaye Aakhir kya hai baat hasi kyun Hotho tak aa kar ruk jaye Aaj yeh aanchal munh kyun chhupaye Aankh ka kajal kyun sharmaye Aakhir kya hai baat hasi kyun Hotho tak aa kar ruk jaye Aaj yeh aanchal munh kyun chhupaye Badli ada aaj hai har andaz naya Dil ki lagi chhup na saki Raz ye aakhir khul hi gaya Rang badal kar kidhar chali ho Badan samete se najar churaye Aaj yeh aanchal munh kyun chhupaye Aankh ka kajal kyun sharmaye Aakhir kya hai baat hasi kyun Hotho tak aa kar ruk jaye Aaj yeh aanchal munh kyun chhupaye Maheki hawa bahki ghata Ye aalam ye madhoshi Chup na raho kuchh to kaho Tod bhi do ye khamoshi Ye mausam ye ghadi milan ki Roz kaha jivan mein aaye Aaj yeh aanchal munh kyun chhupaye Aankh ka kajal kyu sharmaye Aakhir kya hai baat hasi kyun Hotho tak aa kar ruk jaye Aaj yeh aanchal munh kyun chhupaye atozlyric.com Dil ko mere mil hi gaya Sathi pyar ki raho ka Sath kabhi chute na in lahrati baho ka Ab na juda ho dil se teri Bal khati julfo ke saye Aaj yeh aanchal munh kyun chhupaye Aankh ka kajal kyu sharmaye Aakhir kya hai baat hasi kyun Hotho tak aa kar ruk jaye Aaj yeh aanchal munh kyun chhupaye. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aaj Yeh Aanchal Munh Kyun Chhupaye lyrics in Hindi by Mahendra Kapoor, Mukesh Chand Mathur (Mukesh), music by Datta Naik. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.