Ek Raja Ka Ek Beta by Kishore Kumar, Sushma Shrestha (Poornima) song Lyrics and video
Artist: | Kishore Kumar, Sushma Shrestha (Poornima) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Sachin Dev Burman |
Lyricist: | Anand Bakshi |
Label: | Polydor Records |
Genre: | Happy, Kids |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Ek Raja Ka Ek Beta lyrics, the song is sung by Kishore Kumar, Sushma Shrestha (Poornima) from Tyaag (1977). Ek Raja Ka Ek Beta Happy, Kids soundtrack was composed by Sachin Dev Burman with lyrics written by Anand Bakshi. Ek raja ka ek beta tha Tum jaise hi pyara pyara Kuch gumsum Ka kuch gupchup sa Rahta tha wo din sara Na meet koi na sathi Fir kiske sang wo khele Mahlo me ek Akela firta tha raj dulara Ek raja ka ek beta tha Raja ne manga Ke diye kitne khilone Fir bhi wo baithe baithe Lagta tha rone Raja ne manga Ke diye kitne khilone Fir bhi wo baithe baithe Lagta tha rone Suno aage bina lage Kahta tha wo bechara Ik raja ka ek beta tha Tum jaisa sa hi pyara pyara Kuch gumsum Ka kuch gupchup sa Rahta tha wo din sara Ik raja ka ek beta tha atozlyric.com Usne choti si ek gudiya banai Gudiya magar kisi kam na aayi Usne choti si ek gudiya banai Gudiya magar kisi kam na aayi Na wo bole na wo dole Karke jatan wo sab hara Ek raja ka ek beta tha Tum jaisa hi pyara pyara Kuch gumsum Ka kuch gupsup sa Rahta tha wo din sara Ek raja ka ek beta tha Fir koi jadugar raja ne bulaya Gudiya me jan dalo Gudiya me jan dalo Hukm sunaya Fir koi jadugar raja ne bulaya Gudiya me jan dalo Hukm sunaya Fir gudiya chane lagi Gudiya nachne lagi Gudiya hasne lagi Gudiya gane lagi Ha ha ha hasne laga Raja ki aankh ka tara Ek raja ka ek beta tha Tum jaisa hi pyara pyara Kuch gumsum Ka kuch gupsup sa Rahta tha wo din sara Ek raja ka ek beta tha. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ek Raja Ka Ek Beta lyrics in Hindi by Kishore Kumar, Sushma Shrestha (Poornima), music by Sachin Dev Burman. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.