Duniya Isi Ka Naam Hai by Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Sharda Rajan Iyengar song Lyrics and video
Artist: | Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Sharda Rajan Iyengar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
Lyricist: | Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari) |
Label: | Saregama |
Genre: | Philosophical |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Duniya Isi Ka Naam Hai lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Sharda Rajan Iyengar from Duniya (1968). Duniya Isi Ka Naam Hai Philosophical soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari). Duniya mein sab hi chehre Lagte to hain pehchaane Kyun phir bhi hain anjaane Yeh baat woh hi jaane Haaye Duniya isi ka naam hai Duniya isi ko kehte hain Duniya isi ko kehte hain Duniya isi ko kehte hain Apne hi apnon se yahan Begaane jaise rehte hain Begaane jaise rehte hain Begaane jaise rehte hain Duniya isi ka naam hai Jo hum chaahen jo tum chaaho Woh kab hota hai duniya mein Muqaddar ke ishaaron pe Yeh sab hota hai duniya mein Yeh sab hota hai duniya mein Yeh sab hota hai duniya mein Duniya isi ka naam hai Duniya isi ko kehte hain Duniya isi ko kehte hain Duniya isi ko kehte hain Duniya isi ka naam hai Kabhi us mod par loota gaya Hai karwaan dil ka Jahaan se do qadam hi faasla Baaqi thha manzil ka Yahan kehti hai khaamoshi Hazaaron gham ke afsaane Magar is baat ka matlab Koyi bedard kya jaane Koyi bedard kya jaane Duniya isi ka naam hai Duniya isi ko kehte hain Duniya isi ko kehte hain Duniya isi ko kehte hain Duniya isi ka naam hai atozlyric.com Yahan har gham khushi ka ik naya Paighaam laata hai Andheri raat jaati hai Sawera muskuraata hai Sawera muskuraata hai Duniya isi ka naam hai Duniya isi ko kehte hain Duniya isi ko kehte hain Duniya isi ko kehte hain Duniya isi ka naam hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Duniya Isi Ka Naam Hai lyrics in Hindi by Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Sharda Rajan Iyengar, music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.