Dushwar Zamane Mein by Surendra Nath song Lyrics and video
Artist: | Surendra Nath |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Gyan Dutt |
Lyricist: | F. M. Kaiser |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Dushwar Zamane Mein lyrics, the song is sung by Surendra Nath from Dukhiyari (1948). Dushwar Zamane Mein Sad soundtrack was composed by Gyan Dutt with lyrics written by F. M. Kaiser. Dushwar zamane mein Gareebon ka guzar hai Dushwar zamane mein Gareebon ka guzar hai Aawaz do aawaz Do bhagwan kidhar hai Dushwar zamane mein Gareebon ka guzar hai Dushwar zamane mein atozlyric.com Hum jisko sunate to hai Ashko ki jubani Ashko ki jubani Sunta hi nahi koi Garibo ki kahani Garibo ki kahani Par yaad mein taseer Na aaho mein asar hai Par yaad mein taseer Na aaho mein asar hai Aawaz do aawaz do Bhagwan kidhar hai Dushwar zamane mein Gareebon ka guzar hai Dushwar zamane mein Aasha me nirasah ka Sada hota hai darshan Sada hota hai darshan Jhutha hai zamana Banta takdir bhi bairna Banta takdir bhi bairna Kya ham pe gujarti hai Tujhe iski khabar hai Kya ham pe gujarti hai Tujhe iski khabar hai Aawaz do aawaz do Bhagwan kidhar hai Dushwar zamane mein Gareebon ka guzar hai Dushwar zamane mein Dhanwalo udato Gareebon ki hasi kyu Garibo ki hasi kyu Bhagwan na aayegi daya Tujhko kabhi kyu Daya tujhko kabhi kyu Duniya se nahi tujhse to Ummeed magar hai Duniya se nahi tujhse to Ummeed magar hai Aawaz do aawaz do Bhagwan kidhar hai Dushwar zamane mein Gareebon ka guzar hai Dushwar zamane mein. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Dushwar Zamane Mein lyrics in Hindi by Surendra Nath, music by Gyan Dutt. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.