Saqiya Hosh Kahan Tha by Jagjit Singh song Lyrics and video
Artist: | Jagjit Singh |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jagjit Singh |
Lyricist: | Shamim Shahabadi |
Label: | EMI Music |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Saqiya Hosh Kahan Tha lyrics, the song is sung by Jagjit Singh from Rare Gems (1992). The music of Saqiya Hosh Kahan Tha Ghazal track is composed by Jagjit Singh while the lyrics are penned by Shamim Shahabadi. Aankh ko jaam samajh Baitha tha anjaane mein Aankh ko jaam samajh Baitha tha anjaane mein Saaqiya hosh kahan tha Tere deewaane mein Jaane kis baat ki unko hain Shikaayat mujhse Jaane kis baat ki unko hain Shikaayat mujhse Naam tak jinka nahin hain Mere afsaane mein Saaqiya hosh kahan tha Tere deewane mein Dil ke tukdon se teri yaad ki Khushboo na gayi Dil ke tukdon se teri yaad ki Khushboo na gayi Hue main baaqi hain toote huye Paimaanon mein Saaqiya hosh kahan tha Tere deewane mein atozlyric.com Dil-e-barbad mein Umeed ka aalam kya hain Dil-e-barbad mein Umeed ka aalam kya hain Timtimathi huyee ik Shamma hai veeraane mein Saaqiya hosh kahan tha Tere deewane mein. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Saqiya Hosh Kahan Tha lyrics in Hindi by Jagjit Singh, music by Jagjit Singh. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.