Apni Mata Ke Dulare by Hemanta Kumar Mukhopadhyay song Lyrics and video
Artist: | Hemanta Kumar Mukhopadhyay |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Omkar Prasad Nayyar |
Lyricist: | Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep) |
Label: | Saregama |
Genre: | Drama |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Apni Mata Ke Dulare lyrics, the song is sung by Hemanta Kumar Mukhopadhyay from Sambandh (1969). The music of Apni Mata Ke Dulare Drama track is composed by Omkar Prasad Nayyar while the lyrics are penned by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep). Apni mata ke Dulara bache Tujhpe kurban Mai pyare bache Tere aasu mai Sah nahi sakta Aisa kyu hai mai Kah nahi sakta Tere aasu mai Sah nahi sakta Aisa kyu hai mai Kah nahi sakta Aa mere paas Chup kyu baitha hai Aaj se tuhi Mera beta hai Aa mere paas Chup kyu baitha hai Aaj se tuhi Mera beta hai Tu mujhe lag Raha hai apna sa Mera khoya hua Ek sapna sa Mere hatho me Dede hath apna Jindagi bhar Rahega sath apna Akela ro nahi Birane me Koi tera bhi hai Jamane me Ye mat samjh ke kisi Se na tera nata hai Ab to is desh ki Mati hi teri mata hai atozlyric.com Bhul biti hui Kahani ho yu na Barbad kar jawani ho Jindagi data Ka ahsan samjh Ise bhagwan Ka wardan samjh Tujhe jiwan yaha jina hoga Har aasu yaha pina hoga Apni bigdi ko Tu bana bache Ek dunia nayi Basa bache Apni bigdi ko Tu bana bache Ek dunia nayi Basa bache Apni kismat tu Jaga sakta hai Aag pani me Laga sakta hai Jindagi yu na Dubo aaho me Aaja ab meri Khuli baho me Tere jiwan me Yahi hona tha Tere jiwan me Yahi hona tha Kisiko paake Tujhe khona tha Jane wala to kabhi Laut ke na aata hai Ab to is desh ki mati Hi teri mata hai Jane wala to kabhi Laut ke na aata hai Ab to is desh ki mati Hi teri mata hai Ab to is desh ki mati Hi teri mata hai Ab to is desh ki mati Hi teri mata hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Apni Mata Ke Dulare lyrics in Hindi by Hemanta Kumar Mukhopadhyay, music by Omkar Prasad Nayyar. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.