Jab Tak Hai Aakash Pe Suraj by Jaspal Singh song Lyrics and video
Artist: | Jaspal Singh |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Chitragupta Shrivastava |
Lyricist: | Uday Khanna |
Label: | Saregama |
Genre: | Devotional |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Jab Tak Hai Aakash Pe Suraj lyrics, the song is sung by Jaspal Singh from Sant Ravidas Ki Amar Kahani (1983). The music of Jab Tak Hai Aakash Pe Suraj Devotion track is composed by Chitragupta Shrivastava while the lyrics are penned by Uday Khanna. Jab tak hai aakash pe suraj Ganga mein hai paani Jab tak hai aakash pe suraj Ganga mein hai paani Amar rahegi dharti par Ravidas ki amritvani Ravidas ki amar kahani Jab tak hai aakash pe suraj Ganga mein hai paani Amar rahegi dharti par Ravidas ki amritvani Ravidas ki amar kahani Chhoti jaati chhoti paati Chhote kul mein janam liya Gujri ke is lal ne manavta Ka yeh sandesh diya Karm se koi nich nahi Sab kaam hai achhe kaam Har manav ke man mandir Mein rehate hai shri ram Tabhi to keh gaye sant ke Prabhuji tum chndan ham paani Amar rahegi dharti par Ravidas ki amritvani Ravidas ki amar kahani atozlyric.com Dharm ke thekedaro ne Aisa andher machaya Prem ke badle logo ko Nafrat ka paath padhaya Aise yug mein bhi ravidas ne Sab ko baata pyaar Ram naam ka mantr diya Dukhiyo ka kiya uddhar Bhed bhav ki deewaro mein Bandh hai jag agyani Amar rahegi dharti par Ravidas ki amritvani Ravidas ki amar kahani Is mati ka kan kan Ek din inki katha kahega Gangan mei jab tak ravi chamke Ravidas ka naam rahega Jab jab atyachaar yaha Seema ko karta pyaar Is dharti par maha purush Tb lete hai avtaar Samay aandhi mita na sakti Sant ki nirmal bani Amar rahegi dharti par Ravidas ki amritvani Ravidas ki amar kahani Jab tak hai aakash pe suraj Ganga mein hai paani Amar rahegi dharti par Ravidas ki amritvani Ravidas ki amar kahani. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Jab Tak Hai Aakash Pe Suraj lyrics in Hindi by Jaspal Singh, music by Chitragupta Shrivastava. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.