Dil Ko Hai Tumse Pyaar Kyun by Jagmohan Sursagar song Lyrics and video
Artist: | Jagmohan Sursagar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Kamal Dasgupta |
Lyricist: | Fayyaz Hashmi |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Dil Ko Hai Tumse Pyaar Kyun lyrics, the song is sung by Jagmohan Sursagar from Jagmohan Sursagar NFS (1945). The music of Dil Ko Hai Tumse Pyaar Kyun Playful track is composed by Kamal Dasgupta while the lyrics are penned by Fayyaz Hashmi. Dil ko hai tum se aye aye aye Dil ko tumse pyaar kyun un un Yeh na bata sakoonga main Yeh na bata sakoonga main Dil ko hai tumse pyaar kyun Pyaar kyun Pehle milan ki chaaon mein, Tumse tumhaare gaaon mein Aankhen huyi thhin chaar kyun Yeh na bata sakoonga main Pehle milan ki chaaon mein, Tumse tumhaare gaaon mein Aankhen huyi thhin char kyun Yeh na bata sakoonga main Yeh na bata sakoonga main Dil ko hai tumse pyaar kyun Pyaar kyun Tumko nazar mein rakh liya Dil mein jigar mein rakh liya Tumko nazar mein rakh liya Dil mein jigar mein rakh liya Khud main hua shikaar kyun Yeh na bata sakoonga main atozlyric.com Roop ki kuchh kami nahin Duniya mein ek tumhi nahin Roop ki kuch kami nahin Duniya mein ik tumhi nahin Par main tumhaari yaad mein Rehta hoon bekaraar kyun Yeh na bata sakoonga main Par main tumhaari yaad mein Rehta hoon bekarar kyun Yeh na bata sakoonga main Yeh na bata sakoonga main Dil ko hai tumse pyaar kyun Pyaar kyun. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Dil Ko Hai Tumse Pyaar Kyun lyrics in Hindi by Jagmohan Sursagar, music by Kamal Dasgupta. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.