Tumhare Bin Gujare Hain Kayi Din by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
Lyricist: | Vishweshwar Sharma |
Label: | Saregama |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Tumhare Bin Gujare Hain Kayi Din lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi from Atmaram (1979). Tumhare Bin Gujare Hain Kayi Din Romantic soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Vishweshwar Sharma. Tumhare bin gujare hai kai din Ab na gujarenge Tumhare bin gujare hai kai din Ab na gujarenge Jo dil me aa gayi hai aaj Hum vo kar hi gujarenge Khabar kya thi ki Apne bhi sitare Aise bigadenge Khabar kya thi ki Apne bhi sitare Aise bigadenge Ki jo puja ke kabil hai Vo yu badalenge Tumhare bin gujare hai kai din Ab na gujarenge Tumhari ek na manenge Karenge aaj man mani Bahut tarsaya hai tumne Nahi ab aur tarsenge Sataya to nahi karte Kabhi kismat ke maro ko Kisi ki jaan jayegi Kisi ke arman nikalenge Tumhare bin gujare hai kai din Ab na gujarenge Jo dil me aa gayi hai aaj Hum vo kar hi gujarenge Tumhare bin gujare hai kai din Ab na gujarenge Manaya tumko kitni baar Lekin tum nahi mane To ab majbur hokar hum Sararat per bhi uthrenge Hakikat kya hai Ye pahle bata dete to acha tha Kudh apne jaal se hi hum Na jane kaise hum nikalenge Tumhare bin gujare hai kai din Ab na gujarenge Kayi din baad fir ye saaj Ye singaar paya hai Nahi malum tha ki aap yu Inkar kar denge Tumhe kaise bataye Kya humare sath gujari hai Tumhare khwab tutenge Agar sach baat kah de Tumhare bin gujare hai kai din Ab na gujarenge Jo dil me aa gayi hai aaj Hum vo kar hi gujarenge Tumhare bin gujare hai kai din Ab na gujarenge Jo dil me aa gayi hai aaj Hum vo kar hi gujarenge atozlyric.com Tumhare bin gujare hai kai din Ab na gujarenge. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Tumhare Bin Gujare Hain Kayi Din lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.