Tera Hai Jahaan Saara by Hemant Kumar song Lyrics and video
Artist: | Hemant Kumar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Kanu Roy |
Lyricist: | Kaifi Azmi |
Label: | Saregama |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Tera Hai Jahaan Saara lyrics, the song is sung by Hemant Kumar from Uski Kahani (1966). The music of Tera Hai Jahaan Saara Ghazal track is composed by Kanu Roy while the lyrics are penned by Kaifi Azmi. Tera hai jahaan saara Apna magar koi nahin hai Tera hai jahaan saara Apna magar koi nahin hai Jaana hai kahin tujhe Pyaasa kahin se kahin hai Tera hai jahaan saara Apna magar koi nahin hai Toone to kaha nahin dil ka fasaana Phir bhi hai kuchh bujha bujha saara zamaana Toone to kaha nahin dil ka fasaana Phir bhi hai kuchh bujha bujha saara zamaana Jiska kal thha Aaj usi ka yaqeen hai Tera hai jahaan saara Apna magar koi nahin hai atozlyric.com Dil ko tere sukoon kabhi aaya na aaye ae Aankhon mein leke gham wahaan jaaye na jaaye ae Dil ko tere sukoon kabhi aaya na aaye ae Aankhon mein leke gham wahaan jaaye na jaaye ae Uthha hai jahaan se tu Tera thhikaana wahi hai Tera hai jahaan saara Apna magar koi nahin hai Jaana hai kahin tujhe Jaata kahin se kahin hai Tera hai jahaan saara Apna magar koi nahin hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Tera Hai Jahaan Saara lyrics in Hindi by Hemant Kumar, music by Kanu Roy. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.