Jawab E Dastak by Ameeta Parsuram song Lyrics and video
Artist: | Ameeta Parsuram |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jaspal Moni |
Lyricist: | Jaspal Moni |
Label: | Universal Music |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Jawab E Dastak lyrics, the song is sung by Ameeta Parsuram from Ishq Lamhe (2013). Jawab E Dastak Ghazal soundtrack was composed by Jaspal Moni with lyrics written by Jaspal Moni. Sunata aaya hoon teri Dastake muddat se magar Waqt aaya hain ki Main bhi tujhe samjaoon Kaash tu samjhe ke Main raze mohabbat kyaa hain Tujhko maloom to ho Dil ki hakikat kyaa hain Sheher be hismein Dil ki jarurat kyaa hain Tu bhi dekhe ke ye Duniya e mohabbat kya hain Aisi duniya ke jahan Asraare mohabbat hain aya Jo nazar na dekh na Paye wo nazare hain yahan Ye woh duniya ke jahan Sudo jiyaad hain na ana Tu bhi iss duniya Ka ek baar nazara karle atozlyric.com Mera dawa hain ke Mujhse hain ye Duniya kaayam Dilli ke zere asar Aaj bhi ye hota hain Dard ek dil mein hai Par aur koi rota hain Dil se dilke jo murazim Hain tujhe kyaa maloom Dil ke aahon mein Qayamat ka asar hota hain Tu chahata hain Fakat tera askh ho jaaun Khud apne aap se Main door kaise ho jaaun Mera wajood azal se Hain muktalif tujh se Main teri soch ka Mohtaaz kaise ho jaaun Samajna kaam hain Tera zara samajto sahin Bagir dil ke zamane Mein kuchh hua hain kabhi Mere bagair ghazal Koi keh na paayega Kisi ke pyaar mein Phir koan sar jukayega Kisi ki yaad mein Kab koi gungunayega Gamo khushi mein Koi fark reh na jaayega Mujhe yakeen hain Hakikat samaj chuka hain tu Tujhe pata hi na thi Dil ki ehmiyat ab tak Mere wajood se Muntir tu ho nahi sakta Mere junoon ki jeed Se bachega tu kab tak Mere junoon ki jeed Se bachega tu kab tak. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Jawab E Dastak lyrics in Hindi by Ameeta Parsuram, music by Jaspal Moni. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.