Jaane Jan Kehke Bulaya by Alka Yagnik, Suresh Wadkar song Lyrics and video
Artist: | Alka Yagnik, Suresh Wadkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ravi Shankar Sharma (Ravi) |
Lyricist: | Ravi Shankar Sharma (Ravi) |
Label: | T-Series |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Jaane Jan Kehke Bulaya lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Suresh Wadkar from Ghar Ka Sukh (1987). The music of Jaane Jan Kehke Bulaya Romantic track is composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) while the lyrics are penned by Ravi Shankar Sharma (Ravi). Jane jaa kehke bulaya To bura maan gaye Haale dil apna sunaya To bura maan gaye Jane jaa kehke bulaya To bura maan gaye Haale dil apna sunaya To bura maan gaye Ham to samjha the tumhe Husna ka sacha aashiq Tumne humko hi banaya To bura maan gaye Ham to samjha the tumhe Husna ka sacha aashiq Tumne humko hi banaya To bura maan gaye Dekho tum kal bhi nahin Aaye the wada karke Aaj aaye hain to jagahde Ka irada karke Dekho tum kal bhi nahin Aaye the wada karke Aaj aaye hai to jagahde Ka irada karke Apni marji ke malik hain Hame parva kiski Kya karoge agar wada Karke mukar jaayege Haay tere waade Pey jeeye hum To e jaan jhuk jaana Ki khusi se mar Na jaate hum Agar ik baar hote Bade aaye shayar Chhod do mujhe Jaane kis kis ki ghajal Roj suna karte ho Maine ik sher sunaya To bura maan gaye Jaane kis kis ki ghajal Roj suna karte ho Maine ik sher sunaya To bura maan gaye Ham to samjha the tumhe Husna ka sacha aashiq Tumne humko hi banaya To bura maan gaye Jo bhi rushwahi huyi Uska gunehgaar hoon mein Jo bhi rushwahi huyi Uska gunehgaar hoon mein Pyaar karta hoon uska Talabgaar hoon mein Jab bhi mila karte ho Tab tab pareshaan karte ho Aisi dewani mohabaat se Bejaab hoon mein Dil mein hain pyaar magar Hothon pe ikraar nahin Aayina hamne dikhaya Toh bura maan gaye Dil mein hain pyaar magar Hothon pe ikraar nahin Aayina hamne dikhaya Toh bura maan gaye Ham to samjha the tumhe Husna ka sacha aashiq Tumne humko hi banaya To bura maan gaye atozlyric.com Maheka maheka ye baharon Ka hasi mausam hain Aise mein door kyun mujh se Mere hamdam hain Maheka maheka ye baharon Ka hasi mausam hain Aise mein door kyun mujh se Mere hamdam hain Aise mausam mein bahek Jaane ka dar hain warna Jo tumhara hain wahi Hamara aalam hain sach Phir to aajao meri Baahon mein jaane jaa Ab gusse mein ye na Kahena boora maan gaye Rutha jaana toh haseeno Ki adaa hoti hain Phir ab maan bhi laao Lo hum maan gaye Laa laa la laa la laaa… Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Jaane Jan Kehke Bulaya lyrics in Hindi by Alka Yagnik, Suresh Wadkar, music by Ravi Shankar Sharma (Ravi). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.