Bewafa Bawafa Nahin Hota by Roop Kumar Rathod song Lyrics and video
Artist: | Roop Kumar Rathod |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Roop Kumar Rathod |
Lyricist: | |
Label: | Universal Music |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Bewafa Bawafa Nahin Hota lyrics, the song is sung by Roop Kumar Rathod from Parwaz (1986). The music of Bewafa Bawafa Nahin Hota Ghazal track is composed by Roop Kumar Rathod while the lyrics are penned by . Aaina bhi unpe kurbaan ho gaya Aaina bhi unpe kurbaan ho gaya Lo ek dushman aur bhi Paida ho gaya Aaine ka munh bhi Hairat se khula reh jayega Aaine ka munh bhi Hairat se khula reh jayega Jobhi dekhega tujhe Woh dekhta hi reh jaayega Ek din aisa bhi hoga Intazaar yaar mein Kisi ke intazaar mein Kyaa ho sakta hain Ek din aisa bhi hoga Intazaar yaar mein Ke neend aa jaayegi Darwaza khula reh jaayega Bewafa bawafa nahinn hota Bewafa bawafa nahinn hota Bewafa bawafa nahinn hota Khatm ye faasla nahin hota Bewafa bawafa nahinn hota Kuchh to majbooriyan rahi hogi Kuchh to majbooriyan rahi hogi Yun koi bewafa nahin hota Yun koi bewafa nahin hota Khatm ye faasla nahin hota Jee bahot chahta hain sach bole Jee bahot chahta hain sach bole Kya karein hosla nahin hota Kya karein hosla nahin hota Khatm ye faasla nahin hota Jyada pee kar bahek ne lagte hain Jyada pee kar bahek ne lagte hain Kam peeye to nasha nahin hota Kam peeye to nasha nahin hota Khatm ye faasla nahin hota atozlyric.com Raat ka intazaar koan kare Raat ka intazaar koan kare Aaj kal..aaj kal.. Aaj kal din mein kya nahin hota Aaj kal din mein kya nahin hota Khatm ye faasla nahin hota Bewafa bawafa nahinn hota Bewafa bawafa nahinn hota. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Bewafa Bawafa Nahin Hota lyrics in Hindi by Roop Kumar Rathod, music by Roop Kumar Rathod. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.