Thoda Sa by Mohammed Irfan song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Irfan |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Biswajit Bhatacharjee |
Lyricist: | Krishna Bharadwaj |
Label: | Zee Music Company |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Thoda Sa lyrics, the song is sung by Mohammed Irfan from Monsoon (2015). The music of Thoda Sa Romantic track is composed by Biswajit Bhatacharjee while the lyrics are penned by Krishna Bharadwaj. Paa liya khud ko maine Tujh mein doob ke Paa liya khud ko maine Tujh mein doob ke Kyun aaj kal hosh rehta nahi Rabba na jaane kho gaya dil kahin Jeena bezaar ho gaya hai Thoda sa pyaar ho gaya hai Thoda sa pyaar ho raha hai Ye aitbaar ho gaya hai Thoda sa pyaar ho gaya hai Thoda sa pyaar ho raha hai Tum aas paas raho toh Kitna haseen aalam ho Tum aas paas raho toh Kitna haseen aalam ho Ehsaas tumko karun toh Dhoop mein bhi shabnam ho Tu mujh mein shumaar ho gaya hai Thoda sa pyaar ho gaya hai Thoda sa pyaar ho raha hai Koi wajaah nahin thi koi maza nahi thaa Jeena sazaa tha mera tere bina Koi wajaah nahin thi koi maza nahi thaa Jeena sazaa tha mera tere bina Tuhi talab thi meri tu hi sabab thaa mera Tha na wajood mera tere bina Ishq beshumaar ho gaya hai Thoda sa pyaar ho gaya hai Thoda sa pyaar ho raha hai Thoda sa pyaar ho gaya hai Thoda sa pyaar ho raha hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Thoda Sa lyrics in Hindi by Mohammed Irfan, music by Biswajit Bhatacharjee. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.