Gayi Gayi Main To Gayi by Asha Bhosle, Mohammed Aziz song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Mohammed Aziz |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Bappi Lahiri |
Lyricist: | Indeevar (Shyamalal Babu Rai) |
Label: | T-Series |
Genre: | Love |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Gayi Gayi Main To Gayi lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Aziz from Kanoon Apna Apna (1989). The music of Gayi Gayi Main To Gayi Love track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai). Gayi gayi gayi gayi main to gayi Lagi mujhe duniya nayi nayi Gayi gayi gayi gayi main to gayi Lagi mujhe duniya nayi nayi Tu mera dilruba main teri mahbuba Dil ka bhi sundar hain Mardana tewar hai Gayi gayi gayi gayi main to gayi Gaya gaya gaya gaya dil to gaya Lage mujhe sabhi kuchh naya naya Gaya gaya gaya gaya dil to gaya Lage mujhe sabhi kuchh naya naya Gulbadan nazami tu meri roshni Hotho ko balo ko tere gore galo ko Dekha to dil kho gaya Gayi gayi gayi gayi main to gayi Gaya gaya gaya gaya dil to gaya atozlyric.com Pichhe hain kitne kuware Hum bas tujhpe dil hare Lakho jawa hai to kya hain Andaz tere hi pyare Dekhi hazaro hasina Jinka badan hai nagina Dil ka mere faisla hain Jeena to sang tere jina Tu mera dilruba main Teri mahbuba Dil ka bhi sundar hain Mardana tewar hain Dekha to main kho gayi Gaya gaya gaya gaya dil to gaya Gayi gayi gayi gayi main to gayi Izzat se teri jo khele ja Uski ye banda lele Tere liye meri jana lad Jau sabse akele Teri yahi wo ada hain Jispe ye ladki fida hain Gul ho ke gulshan aage Tere koi kya hain Gulbadan nazami tu meri roshni Hotho ko balo ko tere gore galo ko Dekha to dil kho gaya Gayi gayi gayi gayi main to gayi Gaya gaya gaya gaya dil to gaya Gayi gayi gayi gayi main to gayi Lagi mujhe duniya nayi nayi Tu mera dilruba main teri mahbuba Dil ka bhi sundar hain Mardana tewar hain Gayi gayi gayi gayi main to gayi. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Gayi Gayi Main To Gayi lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Mohammed Aziz, music by Bappi Lahiri. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.