Wo Aayenge Khushi Ban Kar by Lata Mangeshkar song Lyrics and video

Artist:Lata Mangeshkar
Album: Single
Music:Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Lyricist:Hasrat Jaipuri
Label:Saregama
Genre:Playful
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Wo Aayenge Khushi Ban Kar lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Aurat (1953). Wo Aayenge Khushi Ban Kar Playful soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Hasrat Jaipuri.
Aaj ki raat kabhi khatam na hone aaye
Roz hoti hai subah aaj na hone paaye
Woh aayenge khushi ban kar bahaaren
Saath laayenge
Mere ghar mein muhabbat ke nazaare
Muskuraayenge woh aayenge
Maza is intizaari ka
Koyi poochhe mere dil se
Tamanna jhoom kar kehti
Hai hardam dil ki mehfil se
Yeh har dam dil ki mehfil se
Woh aayenge khushi ban kar bahaaren
Saath laayenge
Mere ghar mein muhabbat ke nazaare
Muskuraayenge woh aayenge
atozlyric.com
Mere armaan itraa kar
Tadap kar baat kehte hain
Wohi mehmaan aate hain
Jo mere dil mein rehte hain
Jo mere dil mein rehte hain
Woh aayenge khushi ban kar bahaaren
Saath laayenge
Mere ghar mein muhabbat ke nazaare
Muskuraayenge woh aayenge
Sunaayenge unhen
Hasrat bhari aankhon se afsaana
Jo hum se ho saka to
Unko denge dil ka nazraana
Unhen hum dil ka nazraana
Woh aayenge khushi ban kar bahaaren
Saath laayenge
Mere ghar mein muhabbat ke nazaare
Muskuraayenge woh aayenge.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Wo Aayenge Khushi Ban Kar lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.