Baaton Hi Baaton Mein by Sadhana Sargam, Udit Narayan song Lyrics and video
Artist: | Sadhana Sargam, Udit Narayan |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ram Shankar |
Lyricist: | Ravi Chopra |
Label: | Das Music |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Baaton Hi Baaton Mein lyrics, the song is sung by Sadhana Sargam, Udit Narayan from Jigyaasa - Woman On The Top (2006). Baaton Hi Baaton Mein Romantic soundtrack was composed by Ram Shankar with lyrics written by Ravi Chopra. Baaton hi baaton mein Do mulaakaaton mein Baaton hi baaton mein Do mulaakaaton mein Tujhe de diya maine dil ajanabi Yeh pyar hain ya deewanagi Kyon hain mujhe tujh pe yakeen Teri panaahon mein Zulfon ki chaanv mein Teri panaahon mein Zulfon ki chaanv mein Gujar jaayegi ab meri zindagi Hogi na kam yeh chahat kabhi Teri kasam hain aye hamnashi Teri panaahon mein Iss dil ko tune Chhuan dheere dheere Jo bhi hua hain Hua dheere dheere Aah aah iss dil ko tune Chhuan dheere dheere Jo bhi hua hain Hua dheere dheere Rang laayi dil ki Duaan dheere dheere Chali chahaton ki Hawa dheere dheere Teri aashiqui hain meri zindagi Hogi na kam yeh chahat kabhi Yeh pyar hain ya deewanagi Baaton hi baaton mein atozlyric.com Mohabbat hain kya yeh Samajhne lage ham Khayalon mein tere Ulajhane lage ham Ho mohabbat hain kya Yeh samajhne lage ham Khayalon mein tere Ulajhane lage ham Yeh kya keh diya ke Behakne lage ham Chua tune aaise Mehakne lage ham Hamein keh rahe Hain deewana sabhi Hogi na kam yeh chahat kabhi Teri kasam hain aye hamnashi Baaton hi baaton mein Do mulaakaaton mein Baaton hi baaton mein Do mulaakaaton mein Tujhe de diya maine dil ajanabi Yeh pyar hain ya deewanagi Kyon hain mujhe tujh pe yakeen Teri panaahon mein Zulfon ki chaanv mein Teri panaahon mein Zulfon ki chaanv mein Gujar jaayegi ab meri zindagi Hogi na kam yeh chahat kabhi Teri kasam hain aye hamnashi Baaton hi baaton mein Teri panaahon mein. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Baaton Hi Baaton Mein lyrics in Hindi by Sadhana Sargam, Udit Narayan, music by Ram Shankar. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.