Keh Rahi Hai Aapka by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain song Lyrics and video
Artist: | Ahmed Hussain, Mohammed Hussain |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ahmed Hussain, Mohammed Hussain |
Lyricist: | |
Label: | Decca Label Group |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Keh Rahi Hai Aapka lyrics, the song is sung by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain from Khayaal (2011). The music of Keh Rahi Hai Aapka Ghazal track is composed by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain while the lyrics are penned by . Noore anwar se andhero ko Mittaya kal ye Aur kismat ka sitaara Jag-magaya aapne Khusboo e afdar zamana Humko kehta hain magar Aaj hum jo kuchh bhi hain Hum ko banaya aapne Keh raha hai aapka Har shakhs deewana humein Keh raha hai aapka Har shakhs deewana humein Aap hi ke naam se Duniya ne pehchana humein Keh raha hai aapka Har shakhs deewana humein atozlyric.com Aap ke dam se hi Kaayam hain nizaame zindagi Aap ke dam se hi Kaayam hain nizaame zindagi Ek pal ke waaste bhi Chhod na jaana hamein Ek pal ke waaste bhi Chhod na jaana hamein Keh raha hai keh raha hai Dosto ka pyaar hasrat Aur phir uska karam Dosto ka pyaar hasrat Aur phir uska karam Ehale fan ehale nazar Har bazam ne jaana humein Ehale fan ehale nazar Har bazam ne jaana humein Aap hi ke naam se Duniya ne pehchana humein Keh raha hai aapka Har shakhs deewana humein Keh raha hai keh raha hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Keh Rahi Hai Aapka lyrics in Hindi by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain, music by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.