Sau Saal Pehle Ki Baat Hai by Mahendra Kapoor song Lyrics and video
Artist: | Mahendra Kapoor |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah |
Lyricist: | Indeevar (Shyamalal Babu Rai) |
Label: | Saregama |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Sau Saal Pehle Ki Baat Hai lyrics, the song is sung by Mahendra Kapoor from Saraswatichandra (1968). The music of Sau Saal Pehle Ki Baat Hai Happy track is composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah while the lyrics are penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai). Hey ae ae ae hey hey ae Sau saal pehle ki baat hai Ae ae ae ae hey Sau saal pehle ki baat hai Bharat ke ik pariwaar mein Ek tyaag moorti baalak ka Avtaar hua sansaar mein Sau saal pehle ki baat hai Tyaag murti baalak par dekho Honee ne anyaay kiya Maasoom abhi palne mein thha Mamta ka aanchal chheen liya Sauteli maata se usko Maata ka pyaar na mil paaya Maali thha bagiya thhi phir bhi Man ka to phool na khil paaya aa aa Hey us kali se komal baalak ko Patjhad hi mila bahaar mein Ek tyaag moorti baalak ka Avtaar hua sansaar mein Sau saal pehle ki baat hai Bhola bhaala thha aur ke dukh se Dil ko dukhi kar leta thha Auron ki aankh ke aansoo Apne daaman mein bhar leta thha Thhi chaar deewaari mein naari Aur thha agyaan ka andhiyaara Har taraf thhi maut mahaamaari Aur bhookhaa thha bharat sara aa Hey use man hi man vairaagya hua Jab dukh dekhe sansaar mein Ek tyaag moorti baalak ka Avtaar hua sansaar mein Sau saal pehle ki baat hai atozlyric.com Ek roz nikal jaaye na kahin Beta ban mein ban sanyaasi Ye soch pita ne mangni kar di Dhoond ke ladki chandaa si Aagyaa to pita ki maani par Dulhan ke ghar ye khat bheja Hai raah meri kaanton waali Aadarsh mera hai jan sewa aa aa Hai mujhe pyaar dhaalna hain apnaa Saari duniya ke pyaar mein Ek tyaag moorti baalak ka Avtaar hua sansaar mein Sau saal pehle baat hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Sau Saal Pehle Ki Baat Hai lyrics in Hindi by Mahendra Kapoor, music by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.