Aji Ulfat Ko Khushiyon Ki by Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Shiv Dayal Batish song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Shiv Dayal Batish |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Omkar Prasad Nayyar |
Lyricist: | Qamar Jalalabadi |
Label: | Saregama |
Genre: | Qawwali |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Aji Ulfat Ko Khushiyon Ki lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Shiv Dayal Batish from Basant (1960). Aji Ulfat Ko Khushiyon Ki Qawwali soundtrack was composed by Omkar Prasad Nayyar with lyrics written by Qamar Jalalabadi. Aji ulfat to khusiyo ki Kahani kon kahta hai Hasino ke sitam ko Meharbani kon kahta hai Are ja ja Gajab hai kahar hai Tufan hai afat hai Hasino ki jawani ko Jawani kon kahta hai Are humne unke samne Pahle to khanjar rakh diya Fir kaleja rakh diya Dil rakh diya sar rakh diya Humne unke samne pahle To khanjar rahk diya Fir kaleja rakh diya Dil rakh rakh diya sar rakh diya Maine jab puchha meri jan Sakal hai kaisi meri Walla kya sakal payi hai Maine jab puchha meri jan Sakal hai kaisi meri Are bewafa ne samne Are bewafa ne samne Lakar tamatar rakh diya Bewafa ne samne lakar Tamatar rakh diya Humne unke samne Pahle to khanjar rakh diya Fir kaleja rakh diya Dil rakh diya sar rakh diya Apne aashik ko meri jan Tune pahchana nahi Apne aashik ko meri jan Tune pahchana nahi Are ek din me pyar ka haye Ek din me pyar ka naksha Badal kar rakh diya Ek din me pyar ka naksha Badal kar rakh diya Humne unke samne pahle To khanjar rakh diya Fir kaleja rakh diya Dil rakh diya sar rakh diya atozlyric.com Hamse sikwa kisliye Duniya se sikwa kijiye Hamse sikwa kisliye Duniya se sikwa kijiye Are jisne apne darmaya haye Jisne apne darmaya lakar Mukaddar rakh diya Jisne apne darmaya lakar Mukaddar rakh diya Humne unke samne pahle To khanjar rakh diya Fir kaleja rakh diya Dil rakh diya sar rakh diya. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aji Ulfat Ko Khushiyon Ki lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Shiv Dayal Batish, music by Omkar Prasad Nayyar. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.